Roman script

aa aaja abhi nahi abhi nahi

aa aaja abhi nahi abhi nahi

teri na na me ha ka maja hai

umar padi hai jaldi kya hai abhi nahi kabhi sahi

aa aaja abhi nahi abhi nahi teri na na me ha ka maja hai

o jalim tarsati ja tadpenge tadpati ja

nadi kinara kab tak pyasa khada rahu samjhati ja

anhkyo ko takrane do dil aaye to aane do

sabar ka daman chute na pyar jawa ho jane do

soch samjh kar pyar kare kyu jhutha ikrar kare

dil se ho dil ka yarana hotho se inkar kare

Explore this song