Roman script

aa aa mere diljani aa aayi hai jawani

dil ki gali me basa le mujhe 

aake gale laga le mujhe chura le chhupa le mujhe

aaya mai aaya mai aaya mai aaya mai aaya

o mere diljani aa aayi hai jawani

dil ki gali me basa le mujhe 

aake gale laga le mujhe chura le chhupa le mujhe

aayi mai aayi mai aayi mai aayi mai aayi

aa aa mere diljani aa aayi hai jawani

pyar ka ye shama aaj hai kal kaha

jal raha hai ye dil uth raha hai dhuaa

pyar ka ye shama aaj hai kal kaha

jal raha hai ye dil uth raha hai dhuaa

to jaldi kar jaldi kar dal jaldi aag par pani

aa aa mere diljani aa aayi hai jawani

jab jaha tu kahe teri ho jau mai par 

kali se zara phul ban jau mai

jab jaha tu kahe teri ho jau mai par 

kali se zara phul ban jau mai

to jaldi kar arey jaldi kar chalne de ye rut mastani

aa aa mere diljani aa aayi hai jawani

dil ki gali me basa le mujhe 

aake gale laga le mujhe chura le chhupa le mujhe

aaya mai aaya mai aaya mai aaya mai aaya

aayi mai aayi mai aayi mai aayi mai aayi

aa aa mere diljani aa aayi hai jawani

Explore this song