Roman script

aa aa aa bhi jao na na na yu satao na

are ha tarsao na dil na todo

aa aa aa bhi jao na na na yu satao na

are ha tarsao na dil na todo

chhodo chhodo chhodo mujhe chhodo na 

todo na ye dil mera todo na

chhodo chhodo chhodo mujhe chhodo na 

todo na ye dil mera todo na

aa aa aa bhi jao na na na yu satao na

ab humko dar kiska are pas aane bhi do

thar thar thar kape badan aise na mujhko chuo

ab humko dar kiska are pas aane bhi do

thar thar thar kape badan aise na mujhko chuo

aise sharmake muh fero na 

jane do baho me mujhe ghero na

aa aa aa bhi jao na na na yu satao na

are ha tarsao na dil na todo

na na na  na 

shor na karo ghar me naya mehman hai so raha

usko abhi pata hai kaha ghar me hai kya ho raha

shor na karo ghar me naya mehman hai so raha

usko abhi pata hai kaha ghar me hai kya ho raha

soyi soyi pyas jagaye kyu

samne sawar ke tu aaye kyu

aa aa aa bhi jao na na na yu satao na

are ha tarsao na dil na todo

ja ja

ab to mujhe lagti hai tu pahle se jyada hasi

ghadi ghadi yu chede mujhe kyu 

aadat ye achi nahi

ab to mujhe lagti hai tu pahle se jyada hasi

ghadi ghadi yu chede mujhe kyu

aadat ye achi nahi

rute hai ye dil mil jane ki

bato me nahi mai tere aane ki

aa aa aa bhi jao na na na yu satao na

are ha tarsao na dil na todo

chhodo chhodo mujhe chhodo na 

todo na ye dil mera todo na

chhodo chhodo mujhe chhodo na 

todo na ye dil mera todo na

aa aa aa bhi jao na na na yu satao na

are aa tarsao na dil na todo na na

Explore this song