Roman script

yeh motu are bapare baap ye chhotu

yeh motu ye chhotu haan madam haan madam

kaam karo kaam karake salam 

subah aur sham tum ho gulam

haan hum hai gulam

yeh motu ha ye chhotu ha haan madam haan madam

kaam karo kaam karake salam 

subah aur sham tum ho gulam

haan haan hum hai gulam

jo chahe karawalo jo chaahe manwalo

hum toh hujur yahan bike bina daam

jo chahe karawalo jo chaahe manwalo

hum toh hujur yahan bike bina daan

ho tum ho gulam haan hum hai gulam

hum toh hujur yahan bike bina daan

ho tum ho gulam haan hum hai gulam

ma ma ma motu tu hai kaun, tu hai kaun

bak bak chhodo na chalegi chaturai

jhadu uthao karo pehale safayi

mujhe mat dekho are lid uthakar phenko

are are are chhi chhi

yeh kya hai akal nahi gadhe ko

achchha jao ghas chana laao

ghodo ko khilao pani pilao

malish karo aur palish karo, 

kamchori ki toh jina kar dungi haram

ho tum ho gulam ha hum hai gulam

ha hum hai gulam

ye motu yes yes madam ye chotu present madam

yeh motu ye chhotu haan madam haan madam

kaam karo kaam karake salam 

subah aur shaam tum ho gulam

haan haan hum hai gulam

ruk nahi jaana kahin thak nahi jana

roti khani hai toh hoga khun jalana

juldi karo nahi toh hogi pitayi

taange tod dungi ya sar phod dungi

chamadi udhedake kahin chhod  dungi

baatein meri na maani toh 

beimani ki toh hoga bura anjaam

baatein meri na maani toh 

beimani ki toh hoga bura anjaam

ho tum ho gulam, ha hum hai gulam

yeh motu ye chhotu are baba kitana marogi

yeh motu ye chhotu ha madam ha ha madam

kaam karo kaam karake salam 

subah aur sham tum ho gulam

haan hum hai gulam

jamin mein gadawa do ya jinda jala do

hum toh hujur yaha bike bina daan

jamin mein gadawa do ya jinda jala do

hum toh hujur yaha bike bina daan

ho tum ho gulam ha hum hai gulam

Explore this song