Roman script

Aankhon mein teri kho jaaun main

Baaton se teri so jaaun main

Aankhon mein teri kho jaaun main

Baaton se teri so jaaun main

Kehne ko ab kuchh kyun baaki nahi

Rehna sang tere hai mujhko

Jaaun kahan ab tujhse door

Teri hi baahon mein ho jaaun choor

Aankhon mein teri

Baaton se teri

Aankhon mein teri

Baaton se teri

Tum jo mere saath ab ho din raat

Maangu ab rab se main yahi fariyaad

Rahe tu mere sang kuchh is kadar

Jaise vikram se chipka ho koi betaal

Jaise samandar ko mil jaaye dariya ka saath

Kehni thi tumse bas itni si baat

Haathon mein rahe hum dono ke ye haath

Aur chalte rahein hum saari saari raat

Kahin door chal saath mere bhaag chalte hain

Duniya ki riwaayatein to saath chalte hain

Kisson aur kahaaniyon mein naam chalte hain

Dekhna tu aage peeche sab jalte hain

Bas mein mere jo ho tujhko raani sa sajaaun

Haathon ko banaake sirahna us pe sulaaun

Pahaadon mein tujhko saath main ghumaaun

Woh sukoon waali chai jo hai tujhko pilaaun

Woh jharna jo mere ghar ke aage behta hai

Gaur se sunoon to tera naam hi woh kehta hai

Teri hi disha mein jaane kyun ye behta hai

Tere liye aashiq roz kitna kuch sehta hai

Aankhon mein teri

Baaton se teri

Aankhon mein teri kho jaaun main

Baaton se teri so jaaun main

Kehne ko ab kuchh kyun baaki nahi

Rehna sang tere hai mujhko

Aankhon mein teri

Baaton se teri

हिंदी में गीत

आंखों में तेरी खो जाऊूं मैं

बातों से तेरी सो जाऊूं मैं

आंखों में तेरी खो जाऊूं मैं

बातों से तेरी सो जाऊूं मैं

कहने को अब कुछ क्यों बाक़ी नहीं

रहना संग तेरे है मुझको

जाऊूं कहां अब तुझसे दूर

तेरी ही बाहों में हो जाऊूं चूर

आंखों में तेरी

बातों से तेरी

आंखों में तेरी

बातों से तेरी

तुम जो मेरे साथ अब हो दिन रात

मांगूं अब रब से मैं यही फ़रियाद

रहे तू मेरे संग कुछ इस क़दर

जैसे विक्रम से चिपका हो कोई बेताल

जैसे समंदर को मिल जाए दरिया का साथ

कहनी थी तुमसे बस इतनी सी बात

हाथों में रहे हम दोनों के ये हाथ

और चलते रहें हम सारी सारी रात

कहीं दूर चल साथ मेरे भाग चलते हैं

दुनिया की रिवायतें तो साथ चलते हैं

क़िस्सों और कहानियों में नाम चलते हैं

देखना तू आगे पीछे सब जलते हैं

बस में मेरे जो हो तुझको रानी सा सजाऊूं

हाथों को बनाके सिराहना उस पे सूलाऊूं

पहाड़ों में तुझको साथ मैं घुमाऊूं

वो सुकून वाली चाय जो है तुझको पिलाऊूं

वो झरना जो मेरे घर के आगे बहता है

ग़ौर से सुनूं तो तेरा नाम ही वो कहता है

तेरी ही दिशा में जाने क्यों ये बहता है

तेरे लिए आशिक़ रोज़ कितना कुछ सहता है

आंखों में तेरी

बातों से तेरी

आंखों में तेरी खो जाऊूं मैं

बातों से तेरी सो जाऊूं मैं

कहने को अब कुछ क्यों बाक़ी नहीं

रहना संग तेरे है मुझको

आंखों में तेरी

बातों से तेरी

Explore this song