Roman script
Kaisi hai ye mohabbat Mil ke bhi na mili Paas ho kar bhi Kyun faasle rahe Dil sulajhaye ye uljhan meri Tu bata de use chahun ya nahi Khud se bhi zyaada hai us par yaqeen Tu bata de use chahun ya nahi Din ke bhes mein Ye kaali raat hai Jo hai saamne Wahi toh raaz hai Din ke bhes mein Ye kaali raat hai Jo hai saamne Wahi toh raaz hai Cheekhein meri khaamoshiyaan Sun ke bhi kyun sunta nahi Thame teri parchhaiyaan Tu jahaan mein bhi wahi Khud ko kiya maine tujh pe fana Ishq ke saath hai saaya maut ka Kaisa hai rishta rooh se rooh ka Ishq ke saath hai saaya maut ka Din ke bhes mein Ye kaali raat hai Jo hai saamne Wahi toh raaz hai Din ke bhes mein Ye kaali raat hai Jo hai saamne Wahi toh raaz hai
हिंदी में गीत
कैसी है ये मोहब्बत मिल के भी ना मिली पास हो कर भी क्यों फासले रहे दिल सुलझाए ये उलझन मेरी तू बता दे उसे चाहूँ या नहीं खुद से भी ज़्यादा है उस पर यक़ीन तू बता दे उसे चाहूँ या नहीं दिन के भेस में ये काली रात है जो है सामने वही तो राज़ है दिन के भेस में ये काली रात है जो है सामने वही तो राज़ है चीखें मेरी खामोशियाँ सुन के भी क्यों सुनता नहीं थामे तेरी परछाइयाँ तू जहाँ में भी वही खुद को किया मैंने तुझ पे फना इश्क़ के साथ है साया मौत का कैसा है रिश्ता रूह से रूह का इश्क़ के साथ है साया मौत का दिन के भेस में ये काली रात है जो है सामने वही तो राज़ है दिन के भेस में ये काली रात है जो है सामने वही तो राज़ है
Song details
- Singer: Palak Muchhal
- Film / album: Haunted 3D Echoes Of The Past
- Composer: Shubham Bali
- Lyricist: Shweta Bothra
Song video
director: Vikram Bhatt
cast: Mimoh Chakraborty, Chetna Pande, Shruti Prakash, Gaurav Bajpai, Praneet Bhatt, Hemant Pandey
music label: Saregama