Roman script
Mere dard ne Tere dard ka Jo safar kiya Wo adhoora hai Tere bin mera Mere bin tera Koi aayi na Kahaan poora hai Teri subaha mein Mujhe jalna hai Teri shaam mein Mujhe dhalna hai Rasta hai tay Manzil hai tay Ab saath hi Hamein chalna hai Mere dard ne Tere dard ka Jo safar kiya Wo adhoora hai Seene mein the mere bharam Tu ne kiye phir bhi karam Ye dil teri chahat pe ab magroor hai Tu mujhpe aise khul gaya Baarish mein jaise dhul gaya Dekha hai maine tujh mein koi noor hai Ye bharosa hai Tere pyaar ka Nahi tootna Nahi tootna Teri subaha mein Mujhe jalna hai Teri shaam mein Mujhe dhalna hai Rasta hai tay Manzil hai tay Ab saath hi Hamein chalna hai Ye dil tera humdard hai Ab dono ka ek dard hai Gham ban ke meri rooh mein rehta hai tu Khaamoshiyon mein shor hai Ye pyaar ya kuch aur hai Ro’oon toh meri aankh se behta hai tu Kaise juda Ho jaayein hum Dariya hoon mein Saahil hai tu Teri subaha mein Mujhe jalna hai Teri shaam mein Mujhe dhalna hai Rasta hai tay Manzil hai tay Ab saath hi Hamein chalna hai Jo safar kiya Wo adhoora hai
हिंदी में गीत
मेरे दर्द ने तेरे दर्द का जो सफ़र किया वो अधूरा है तेरे बिन मेरा मेरे बिन तेरा कोई आईना कहाँ पूरा है तेरी सुबह में मुझे जलना है तेरी शाम में मुझे ढलना है रस्ता है तय मंज़िल है तय अब साथ ही हमें चलना है मेरे दर्द ने तेरे दर्द का जो सफ़र किया वो अधूरा है सीने में थे मेरे भरम तू ने किए फिर भी करम ये दिल तेरी चाहत पे अब मगरूर है तू मुझपे ऐसे खुल गया बारिश में जैसे धुल गया देखा है मैंने तुझ में कोई नूर है ये भरोसा है तेरे प्यार का नहीं टूटना नहीं टूटना तेरी सुबह में मुझे जलना है तेरी शाम में मुझे ढलना है रस्ता है तय मंज़िल है तय अब साथ ही हमें चलना है ये दिल तेरा हमदर्द है अब दोनों का एक दर्द है ग़म बन के मेरी रूह में रहता है तू ख़ामोशियों में शोर है ये प्यार या कुछ और है रोऊँ तो मेरी आँख से बहता है तू कैसे जुदा हो जाएँ हम दरिया हूँ मैं साहिल है तू तेरी सुबह में मुझे जलना है तेरी शाम में मुझे ढलना है रस्ता है तय मंज़िल है तय अब साथ ही हमें चलना है जो सफ़र किया वो अधूरा है
Song details
- Singer: Jubin Nautiyal
- Film / album: Haunted 3D Echoes Of The Past
- Composer: Nayeem-Shabir
- Lyricist: Shakeel Azmi
Song video
director: Vikram Bhatt
cast: Mimoh Chakraborty, Chetna Pande, Shruti Prakash, Gaurav Bajpai, Praneet Bhatt, Hemant Pandey
music label: Saregama