Roman script

Tu jaane hai kahan
Tu jaane hai kahan

Jo hai bhi aur nahin bhi hai

Falak bhi hai zameen bhi hai

Ye tere mere darmiyaan

Ye nayi-nayi dooriyaan

Majbooriyaan majbooriyaan

Bujha de ya hawa de hum

Is ishq ka kya karein o sanam

Ye tere mere darmiyaan

Ye sooni-sooni dooriyaan

Majbooriyaan majbooriyaan

Darta hai dil mera

Paas aane se tere

Darta hai dil door jaane se

Karta hai dil mera

Reh jaaun sang tere

Darta hai dil chhoot jaane se

Jo haan bhi hai nahin bhi hai

Gum hai aur har kahin bhi hai

Ye tere mere darmiyaan

Ye chhupi-chhupi dooriyaan

Majbooriyaan majbooriyaan

Hmmmm

Mil jaayein raahen wo

Tumse jud jaayein jo

Bas tu aur main sanam humsaaye ho

Mil jaayein raahen wo

Tumse jud jaayein jo

Bas tu aur main sanam humsaaye ho

Jo sahi hai aur nahin bhi hai

Jo kahi hai ansuni bhi hai

Ye teri meri arziyaan

Ye teri meri marziyaan

Majbooriyaan majbooriyaan

Darta hai dil mera

Paas aane se tere

Darta hai dil door jaane se

Karta hai dil mera

Reh jaaun sang tere

Darta hai dil chhoot jaane se

Tu jaane hai kahan

Meri har daastaan tere paas hai

Tu chaahe ho jahaan

Meri har ek dua tere paas hai

हिंदी में गीत

तू जाने है कहाँ
तू जाने है कहाँ

जो है भी और नहीं भी है

फ़लक भी है ज़मीन भी है

ये तेरे मेरे दरमियाँ

ये नई-नई दूरियाँ

मजबूरियाँ मजबूरियाँ

बुझा दे या हवा दे हम

इस इश्क़ का क्या करें ओ सनम

ये तेरे मेरे दरमियाँ

ये सूनी-सूनी दूरियाँ

मजबूरियाँ मजबूरियाँ

डरता है दिल मेरा

पास आने से तेरे

डरता है दिल दूर जाने से

करता है दिल मेरा

रह जाऊँ संग तेरे

डरता है दिल छूट जाने से

जो हाँ भी है नहीं भी है

गुम है और हर कहीं भी है

ये तेरे मेरे दरमियाँ

ये छिपी-छिपी दूरियाँ

मजबूरियाँ मजबूरियाँ

हम्म्म

मिल जाएँ राहें वो

तुमसे जुड़ जाएँ जो

बस तू और मैं सनम हमसाए हो

मिल जाएँ राहें वो

तुमसे जुड़ जाएँ जो

बस तू और मैं सनम हमसाए हो

जो सही है और नहीं भी है

जो कही है अनसुनी भी है

ये तेरी मेरी अर्ज़ियाँ

ये तेरी मेरी मर्ज़ियाँ

मजबूरियाँ मजबूरियाँ

डरता है दिल मेरा

पास आने से तेरे

डरता है दिल दूर जाने से

करता है दिल मेरा

रह जाऊँ संग तेरे

डरता है दिल छूट जाने से

तू जाने है कहाँ

मेरी हर दास्ताँ तेरे पास है

तू चाहे हो जहाँ

मेरी हर एक दुआ तेरे पास है

Explore this song