Roman script

Chaand sharmaane laga 
Jab humne haathon se chhua

Aasmaano ka shehar 

Le ishq se roshan hua

Ho gaye sajde muqammal 

Ho gayi poori dua

Meherbaan hum pe shayad 

Khuda ki kudrat ho gayi hai

Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Main kheton mein bani pagdandiyo par

Tumhara haath thaame chal raha hoon

Hai pighla shaam ke sooraj ka sona

Magar main sirf tumko dekhta hoon

Nahi chhutegi ab jo 

Tu woh aadat ho gayi hai

Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Yeh saare log bilkul bekhabar hai

Main dil hi dil mein sapne bun rahi hoon

Yeh saare log bilkul bekhabar hai

Main dil hi dil mein sapne bun rahi hoon

Nigahein jo tumhari kеh rahi hai

Main in aankhon se woh sab sun rahi hoon

Badi pyaari humare sang shararat ho gayi hai

Humein jabsе mohabbat ho gayi hai

Yeh duniya khoobsurat ho gayi hai

Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Ho gayi hai..

Baaje re baaje shehnaayi 

Aayi prem ki bela aayi

Nain mile jab saajan se toh 

Sajni haule se sharmaayi

Baaje re baaje shehnaayi 

Aayi prem ki bela aayi

Chaand chakori ki yeh jodi 

Rab ne apne haath banaayi

Baaje re baaje shehnaayi 

Aayi prem ki bela aayi

Nain mile jab saajan se toh 

Sajni haule se sharmaayi

Baaje re baaje shehnaayi 

Aayi prem ki bela aayi

Chaand chakori ki yeh jodi 

Rab ne apne haath banaayi

Humein jabse mohabbat ho gayi hai..

हिंदी में गीत

चाँद शर्माने लगा
जब हमने हाथों से छुआ

आसमानों का शहर

ले इश्क़ से रोशन हुआ

हो गए सजदे मुक़म्मल

हो गई पूरी दुआ

मेहरमाँ हम पे शायद

ख़ुदा की क़ुदरत हो गई है

हमें जबसे मोहब्बत हो गई है

ये दुनिया ख़ूबसूरत हो गई है

हमें जबसे मोहब्बत हो गई है

ये दुनिया ख़ूबसूरत हो गई है

हमें जबसे मोहब्बत हो गई है

मैं खेतों में बनी पगडंडियों पर

तुम्हारा हाथ थामे चल रहा हूँ

है पिघला शाम के सूरज का सोना

मगर मैं सिर्फ़ तुमको देखता हूँ

नहीं छूटेगी अब जो

तू वो आदत हो गई है

हमें जबसे मोहब्बत हो गई है

ये दुनिया ख़ूबसूरत हो गई है

हमें जबसे मोहब्बत हो गई है

ये सारे लोग बिल्कुल बेख़बर हैं

मैं दिल ही दिल में सपने बुन रही हूँ

ये सारे लोग बिल्कुल बेख़बर हैं

मैं दिल ही दिल में सपने बुन रही हूँ

निगाहें जो तुम्हारी कह रही हैं

मैं इन आँखों से वो सब सुन रही हूँ

बड़ी प्यारी हमारे संग शरारत हो गई है

हमें जबसे मोहब्बत हो गई है

ये दुनिया ख़ूबसूरत हो गई है

हमें जबसे मोहब्बत हो गई है

हो गई है..

बाजे रे बाजे शहनाई

आई प्रेम की बेला आई

नैन मिले जब साजन से तो

सजनी हौले से शरमाई

बाजे रे बाजे शहनाई

आई प्रेम की बेला आई

चाँद चकोरी की ये जोड़ी

रब ने अपने हाथ बनाई

बाजे रे बाजे शहनाई

आई प्रेम की बेला आई

नैन मिले जब साजन से तो

सजनी हौले से शरमाई

बाजे रे बाजे शहनाई

आई प्रेम की बेला आई

चाँद चकोरी की ये जोड़ी

रब ने अपने हाथ बनाई

हमें जबसे मोहब्बत हो गई है..

Explore this song