Roman script

Raaton mein soya na raaton mein
Roya main raaton mein, teri hi yaadon mein

Raaton mein soya na raaton mein

Roya main raaton mein, teri hi baaton se

Bhula nahi teri wo baatein

Soya nahi kitni hi raatein

Bhula nahi teri wo baatein

Soya nahi kitni hi raatein

Ro ro guzaare jo, din raat saare wo

Ro ro guzaare jo, din raat saare wo

Har lamha jo maine jiya

Tu na hokar bhi mujhme hai rehta

Meri aati jaati saanson mein behta

Tu na hokar bhi mujhme hai rehta

Meri aati jaati saanson mein behta

Meri duaaon me meri sadaaon mein

Meri duaaon me meri sadaaon mein

Nav tu hi hai mujhme basa

हिंदी में गीत

रातों में सोया न रातों में
रोया मैं रातों में, तेरी ही यादों में

रातों में सोया न रातों में

रोया मैं रातों में, तेरी ही बातों से

भुला नहीं तेरी वो बातें

सोया नहीं कितनी ही रातें

भुला नहीं तेरी वो बातें

सोया नहीं कितनी ही रातें

रो-रो गुज़ारे जो, दिन रात सारे वो

रो-रो गुज़ारे जो, दिन रात सारे वो

हर लम्हा जो मैंने जिया

तू न होकर भी मुझमें है रहता

मेरी आती-जाती साँसों में बहता

तू न होकर भी मुझमें है रहता

मेरी आती-जाती साँसों में बहता

मेरी दुआओं में मेरी सदाओं में

मेरी दुआओं में मेरी सदाओं में

नव तू ही है मुझमें बसा

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Additional song details

director: Anish Rohilla, Reyaansh Sharma

cast: Naveen Rajput, Ashna Chhabra

music label: Sing India Records