Roman script

Mil gayi jab se nazar
Tumse meri o jaane jaan

Dil mein na aaram hai

Bechain sa hai aasmaan

Bheega hai dil, bheega samaa

Lagne laga mausam jawaan

Jab se tumhein dekha piya

Madhosh sa main ho gaya

Baatein badi karte ho tum

Phir bhi bade darte ho tum

Dosh nahi mausam ka hai

Pyaar humein karte ho tum

Tum na jaane kyun sunti nahi

Baatein meri

Ho.. tumse bolte beet gayi

Raatein meri

Mil gayi jab se nazar

Tumse meri o jaane jaan

Dil mein na aaram hai

Bechain sa hai aasmaan

Kya kahun mere bhi hai

Dil mein zara se armaan

Mil gayi jab se nazar

Tumse meri o jaane jaan

हिंदी में गीत

मिल गई जब से नज़र
तुमसे मेरी ओ जाने जाँ

दिल में न आराम है

बेचैन सा है आसमान

भीगा है दिल, भीगा समां

लगने लगा मौसम जवां

जब से तुम्हें देखा पिया

मदहोश सा मैं हो गया

बातें बड़ी करते हो तुम

फिर भी बड़े डरते हो तुम

दोष नहीं मौसम का है

प्यार हमें करते हो तुम

तुम  न जाने क्यूं सुनती नहीं

बातें मेरी

हो.. तुमसे बोलते बीत गई

रातें मेरी

मिल गई जब से नज़र

तुमसे मेरी ओ जाने जाँ

दिल में न आराम है

बेचैन सा है आसमान

क्या कहूं मेरे भी हैं

दिल में ज़रा से अरमान

मिल गई जब से नज़र

तुमसे मेरी ओ जाने जाँ

Explore this song