Roman script
Ankhein tere bina yeh soti nahi hain Raatein hoti nahi hain jab tu hoti nahi hai Hoti hai teri fikar Rehta hai dil mein ik darr Ke dil mein veerani hai Ab tu kab lautega ghar Par ab jo aayegi tu Mujhko na paayegi tu Dil ko samjhaayegi tu Main hoon yahin Dhoondoge har gali mein Phir milunga nahi main Kho jaunga kahin main Tere liye Haan hai haseen tu par tu bewafa hai Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai Mujhme mohabbat saanson ki tarah hai Tum jo ab nahi ho toh baaqi bhi kya hai Dikhti hai chandni jab chhat jaate hain yeh baadal Aise hi laakhon mein hum tujhko takte hain paagal Aise hi karte hain sab duaayein ke yeh barsein Par main chahta hoon ke yeh barsein na Par ab jo barsenge yeh Chahat ko tarsoge tum Mujhko hi dhoondoge tum phir har jagah Ab tum wafa bhi karoge toh baaki rahega kya Jisko na sunna tha woh ab kahega kya Dastak bhi di thi par tumne kaha tha ke Tumne suna hi nahi Band kar diya hai ab dil ka yeh darwaaza Tum tab kahan thay jab tanha main marr raha tha Raaton mein rota tha khud se main larr raha tha Socha tha main hi na jaaun kahin Par ab jo aayegi tu Mujhko na paayegi tu Dil ko samjhaayegi tu Main hoon yahin Dhoondoge har gali mein Phir milunga nahi main Kho jaunga kahin main Tere liye Haan hai haseen tu par tu bewafa hai Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai Mujhme mohabbat saanson ki tarah hai Tum jo ab nahi ho toh baaqi bhi kya hai Haan hai haseen tu par tu bewafa hai Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai Mujhme mohabbat saanson ki tarah hai Tum jo ab nahi ho toh baaqi bhi kya hai
हिंदी में गीत
आँखें तेरे बिना ये सोती नहीं हैं रातें होती नहीं हैं जब तू होती नहीं है होती है तेरी फ़िक्र रहता है दिल में एक डर कि दिल में वीरानी है अब तू कब लौटेगा घर पर अब जो आएगी तू मुझको न पाएगी तू दिल को समझाएगी तू मैं हूँ यहीं ढूंढोगे हर गली में फिर मिलूंगा नहीं मैं खो जाऊँगा कहीं मैं तेरे लिए हाँ, है हसीन तू पर तू बेवफ़ा है मुझे ढूंढना अब ही तेरी सज़ा है मुझमें मोहब्बत साँसों की तरह है तुम जो अब नहीं हो तो बाक़ी भी क्या है दिखती है चाँदनी जब छँट जाते हैं ये बादल ऐसे ही लाखों में हम तुझको ताकते हैं पागल ऐसे ही करते हैं सब दुआएँ कि ये बरसें पर मैं चाहता हूँ कि ये बरसें ना पर अब जो बरसेंगे ये चाहत को तरसोगे तुम मुझको ही ढूंढोगे तुम फिर हर जगह अब तुम वफ़ा भी करोगे तो बाक़ी रहेगा क्या जिसको न सुनना था वो अब कहेगा क्या दस्तक भी दी थी पर तुमने कहा था कि तुमने सुना ही नहीं बंद कर दिया है अब दिल का ये दरवाज़ा तुम तब कहाँ थे जब तन्हा मैं मर रहा था रातों में रोता था, खुद से मैं लड़ रहा था सोचा था मैं ही न जाऊँ कहीं पर अब जो आएगी तू मुझको न पाएगी तू दिल को समझाएगी तू मैं हूँ यहीं ढूंढोगे हर गली में फिर मिलूंगा नहीं मैं खो जाऊँगा कहीं मैं तेरे लिए हाँ, है हसीन तू पर तू बेवफ़ा है मुझे ढूंढना अब ही तेरी सज़ा है मुझमें मोहब्बत साँसों की तरह है तुम जो अब नहीं हो तो बाक़ी भी क्या है हाँ, है हसीन तू पर तू बेवफ़ा है मुझे ढूंढना अब ही तेरी सज़ा है मुझमें मोहब्बत साँसों की तरह है तुम जो अब नहीं हो तो बाक़ी भी क्या है
Song details
- Singer: AUR
- Singer: Usama Ali
- Singer: Ahad Khan
- Film / album: Par Ab Jo Aayegi Tu
- Composer: AUR
- Lyricist: AUR
- Lyricist: Usama Ali
- Lyricist: Ahad Khan
Song video
singer: AUR, Usama Ali, Ahad Khan