Roman script
Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan Bin bole kar deti hain Haalat yeh pal mein bayaan Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan Bin bole kar deti hain Haalat yeh pal mein bayaan Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan Khamoshi bhi to pyaar mein Rakhti bahut hi asar hai Kab ishq ho jaaye yahan Dil ko kahan yeh khabar hai Do dil ke yeh silsile Chhup sake hain kahan Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan He.. he he he ha ha ha ha ha Hoon neend aaye na jab aankhon mein Badhne lage bekarari Shabnam ko bhi chhoone se jab Mehsoos ho chingaari To aisa kyun lagta hai Ek hain zameen aasman Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan Bin bole kar deti hain Haalat yeh pal mein bayaan Bin bole kar deti hain Haalat yeh pal mein bayaan
हिंदी में गीत
आँखें भी होती हैं दिल की ज़ुबां आँखें भी होती हैं दिल की ज़ुबां बिन बोले कर देती हैं हालत ये पल में बयां आँखें भी होती हैं दिल की ज़ुबां बिन बोले कर देती हैं हालत ये पल में बयां आँखें भी होती हैं दिल की ज़ुबां खामोशी भी तो प्यार में रखती बहुत ही असर है कब इश्क हो जाए यहाँ दिल को कहाँ ये खबर है दो दिल के ये सिलसिले छुप सके हैं कहाँ आँखें भी होती हैं दिल की ज़ुबां आँखें भी होती हैं दिल की ज़ुबां हे.. हे हे हे हा हा हा हा हा हूँ नींद आए ना जब आँखों में बढ़ने लगे बेक़रारी शबनम को भी छूने से जब महसूस हो चिंगारी तो ऐसा क्यों लगता है एक हैं ज़मीन आसमां आँखें भी होती हैं दिल की ज़ुबां आँखें भी होती हैं दिल की ज़ुबां बिन बोले कर देती हैं हालत ये पल में बयां बिन बोले कर देती हैं हालत ये पल में बयां
Song details
- Singer: Abhijeet Bhattacharya
- Film / album: Haasil
- Composer: Jatin-Lalit
- Lyricist: Israr Ansari
Song video
director: Tigmanshu Dhulia
cast: Jimmy Sheirgill, Hrishita Bhatt, Ashutosh Rana, Tinu Anand, Sharat Saxena, Sudhir Pandey, Raj Zutshi, Rajpal Yadav, Irrfan Khan, Varun Badola, Rajkumar Kanojia
music label: Times Music