Roman script

Sab kuchh karna iss duniya mein
Pyaar na karna bhool ke

Kabhi kisi se apni aankhein

Chaar na karna bhool ke

Ji pyaar na karna bhool ke

Sab kuchh kehna yeh matt kehna

Pyaar na karna bhool ke

Nazrein mila ke ulfat se

Inkaar na karna bhool ke

Ji pyar na karna bhool ke

Pyaar kiya thha parwaane ne

Shama ne usko jala diya

Jalne ka hi naam hai milna

Pyaar ne unko mila diya

Milne ki iss reet ko tum

Akhtiyaar na karna bhool ke

Kabhi kisi se apni aankhen

Chaar na karna bhool ke

Ji pyar na karna bhool ke

Pyaar karoge pachhtaaoge

Yeh duniya badnaam karegi ee

Badnaam karegi

Laakh kare badnaam mohabbat

Apna ooncha naam karegi

Apna ooncha naam karegi

Aise oonche naam kaa tum

vyoopaar na karna bool ke

Kabhi kisi se apni aankhein

Chaar na karna bhool ke

Ji pyar na karna bhool ke

Pyaar karenge nahi darenge

Bina pyaar ke duniya kya hai

Duniya kya hai

Bina pyaar ki duniya sachhi

Pyaar ki duniya mein dhokha hai

Pyaar mein dhokhe ki baatein

Sarkar na karna bhool se

Kabhi kisi se

Sab kuchh kehna yeh matt kehna

Pyar na karna bhool ke

Nazrein mila ke ulfat se

Inkaar na karna bhool ke

Inkaar na karna bhool ke

Sab kuchh kehna yeh matt kehna

Pyar na karna bhool ke

Nazrein mila ke ulfat se

Inkaar na karna bhool ke

Inkaar na karna bhool ke.

हिंदी में गीत

सब कुछ करना इस दुनिया में
प्यार न करना भूल के

कभी किसी से अपनी आँखें

चार न करना भूल के

जी प्यार न करना भूल के

सब कुछ कहना ये मत कहना

प्यार न करना भूल के

नज़रें मिला के उल्फ़त से

इंकार न करना भूल के

जी प्यार न करना भूल के

प्यार किया था परवाने ने

शमा ने उसको जला दिया

जलने का ही नाम है मिलना

प्यार ने उनको मिला दिया

मिलने की इस रीत को तुम

अख्तियार न करना भूल के

कभी किसी से अपनी आँखें

चार न करना भूल के

जी प्यार न करना भूल के

प्यार करोगे पछताओगे

ये दुनिया बदनाम करेगी

बदनाम करेगी

लाख करे बदनाम मोहब्बत

अपना ऊँचा नाम करेगी

अपना ऊँचा नाम करेगी

ऐसे ऊँचे नाम का तुम

व्यापार न करना भूल के

कभी किसी से अपनी आँखें

चार न करना भूल के

जी प्यार न करना भूल के

प्यार करेंगे नहीं डरेंगे

बिना प्यार के दुनिया क्या है

दुनिया क्या है

बिना प्यार की दुनिया सच्ची

प्यार की दुनिया में धोखा है

प्यार में धोखे की बातें

सरकार न करना भूल से

कभी किसी से

सब कुछ कहना ये मत कहना

प्यार न करना भूल के

नज़रें मिला के उल्फ़त से

इंकार न करना भूल के

इंकार न करना भूल के

सब कुछ कहना ये मत कहना

प्यार न करना भूल के

नज़रें मिला के उल्फ़त से

इंकार न करना भूल के

इंकार न करना भूल के।

Explore this song