Roman script

Likha aashiqi ka maine falsafa you’n
Jaane anjaane mein kar chali dagaa kyun

Teri khata tou kaatoon main saza kyun

Huwe raaho’n mein najaane lapata kyun

Deti mohabbat na sila koi

Sitam khud de ke hai khafa koi

Wafa bhi kar ke hai bura koi

Aisa bhi karta hai bhala koi

Chhodo na karta main khayali baatein

Laata na rishto mein purani baatein

Bana ishq ki misaal koi

Aur bana ishq pe sawal koi

Din bhi mere kat’te nahi hain

Raaton mein chamak hi nahi hai

Aise pehle hargiz tha nahi

Jaane wo bhi kya kya keh gaye

Tadpe roye par hum seh gaye

Aise pehle hargiz tha nahi

Kyun tum waade kar ke behke

Kyun hum aas mein the baithe

Par tum behte huwe paani ban gaye

Hum jo na ganwara tumhe

Laut ke na aana mere

Gham ka ik fasana ban gaye

Jaate jaate bas sunle ik sadaa

Jaane de ab thi kis ki kya khata

Dil se karna tha tera shukriya

Dard-e-dil jo main likhun tu wajah

Likha aashiqi ka maine falsafa you’n

Paas hote huwe bana faasla kyun

Rab jaane koi hal na mila kyun

Karti mujhse kiya gairon se gila kyun

Din bhi mere kat’te nahi hain

Raato mein chamak hi nahi hai

Aise pehle hargiz tha nahi

Jaane wo bhi kya kya keh gaye

Tarhpe roye par hum seh gaye

Aise pehle hargiz tha nahi

Kyun tum waade kar ke behke

Kyun hum aas mai thay baithe

Par tum behte huwe paani ban gaye

Hum jo na gawara tumhe

Laut ke na aana mere

Gam ka ik fasana ban gaye

Likha aashiqi ka maine falsafa yoon

Paas hote huwe bana faasla kyun

Rab jaane koi hal na mila kyun

Karti mujhse kia gairon se gila kyun

Kyun tum waade kar ke behke

Kyun hum aas mai the baithe

Par tum behte huwe paani ban gaye

हिंदी में गीत

लिखा आशिक़ी का मैंने फ़लसफ़ा यूँ
जाने अनजाने में कर चली धोखा क्यूँ

तेरी ख़ता तो काटूं मैं सज़ा क्यूँ

हुए राहों में न जाने लापता क्यूँ

देती मोहब्बत न सिला कोई

सितम ख़ुद देके है ख़फ़ा कोई

वफ़ा भी करके है बुरा कोई

ऐसा भी करता है भला कोई

छोड़ो न करता मैं खयाली बातें

लाता ना रिश्तों में पुरानी बातें

बना इश्क़ की मिसाल कोई

और बना इश्क़ पे सवाल कोई

दिन भी मेरे कटते नहीं हैं

रातों में चमक ही नहीं है

ऐसे पहले हरगिज़ था नहीं

जाने वो भी क्या क्या कह गए

तड़पे रोए पर हम सह गए

ऐसे पहले हरगिज़ था नहीं

क्यूं तुम वादे कर के बेहके

क्यूं हम आस में थे बैठे

पर तुम बहते हुए पानी बन गए

हम जो न गवारा तुम्हें

लौट के न आना मेरे

ग़म का एक फ़साना बन गये

जाते जाते बस सुनले एक सदा

जाने दे अब थी किस की क्या ख़ता

दिल से करना था तेरा शुक्रिया

दर्द-ए-दिल जो मैं लिखूं तू वजह

लिखा आशिक़ी का मैंने फ़लसफ़ा यूं

पास होते हुए बना फासला क्यूं

रब जाने कोई हाल ना मिला क्यूं

करती मुझसे किया गैरों से गिला क्यूं

क्यूं तुम वादे कर के बेहके

क्यूं हम आस में थे बैठे

पर तुम बहते हुए पानी बन गए

Explore this song