Roman script
Bematlab hui, humari zindagi Bematlab hui, hai saari bandagi Kivein samjhawan tenu Ishq da rog ae menu Kivein samjhawan tenu Ishq da rog ae menu Zehmat hi sahi kya aisi berukhi Mujhko aisi na saza de Apne bin jeena sikha de Yaadein saari pal mein jala de Khoya hoon main ghar ka pata de Hijar ke ye pal guzarne ko raazi nahi Dil mein bedili hai bechaini khaati rahi Khushbuein hain teri nazar kyu tu aati nahi Dil ke baagh mein ab koyile bhi gaati nahi Tere peeche main dewaana ik zamane se Ik zamana mujhpe guzra tere jaane se Rawani nahi hai saans mein Dooba hoon jaise paani mein Mujhe shor nahi chahiye Gehraiyon mein jaane de Ab mujhpe jo guzar rahi Tumhe to koi khabar nahi Tere tareeke hi karein benaqaab tujhe Dil-e-betaab karein bezaar mujhe Dil ab banjar koi zinda shajar nahi Chand yaar hi ab dikhein mere saath mujhe Padhein zehen mera samjh ke kitaab mujhe Kehti ho mujhe bas jee or aap tum Pahadon ke beech chhupa ik talaab tum Meri mehfilon ki ronak aur adab tum Agar main mausiqi hoon toh phir rabab tum Ab tu bhi hai akeli and I know Teri kul mila ke saheliyaan 2 Fake smile but the pain still shows Tu chup rahe where you could let it go Bekaraari hai raat bhaari hai Chaain na mile kahin pal bhar Rog ye tera hum pe taari hai Chha rahi hai dil mein halchal Vekhaan main teriyan raawan Uth de kyun digda jaawan Wekhaan main teriyan raawan Tere wal main turda jaawan Bematlab hui hamari bekhudi Mujhko aisi na saza de Apne bin jeena sikha de Yaadein saari pal mein jala de Khoya hoon main ghar ka pata de
हिंदी में गीत
बेमतलब हुई, हमारी ज़िंदगी बेमतलब हुई, है सारी बंदगी किवें समझावां तेनु इश्क़ दा रोग ए मेनू किवें समझावां तेनु इश्क़ दा रोग ए मेनू ज़ेहमत ही सही क्या ऐसी बेरुख़ी मुझको ऐसी न सज़ा दे अपने बिन जीना सिखा दे यादें सारी पल में जला दे खोया हूँ मैं घर का पता दे हिजर के ये पल गुज़रने को राज़ी नहीं दिल में बेदिली है बेचैनी खाती रही खुशबुएं हैं तेरी नज़र क्यूं तू आती नहीं दिल के बाग़ में अब कोयले भी गाती नहीं तेरे पीछे मैं दीवाना इक ज़माने से इक ज़माना मुझपे गुज़रा तेरे जाने से रवानी नहीं है सांस में डूबा हूँ जैसे पानी में मुझे शोर नहीं चाहिए गहराइयों में जाने दे अब मुझपे जो गुज़र रही तुम्हे तो कोई ख़बर नहीं तेरे तरीके ही करें बेनक़ाब तुझे दिल-ए-बेताब करें बेजार मुझे दिल अब बंजर कोई ज़िंदा शजर नहीं चांद यार ही अब दिखें मेरे साथ मुझे पढ़ें जहां मेरा समझ के किताब मुझे अब तू भी है अकेली एंड आई नो तेरी कुल मिला के सहेलियाँ टू फेक स्माइल बट द पेन स्टिल शोज़ तू चुप रहे व्हेरे यू कूल्ड लेट इट गो बेकारारी है रात भारी है चैन ना मिले कहीं पल भर रोग ये तेरा हम पे तारी है छा रही है दिल में हलचल वेखांगा मैंनूं छड़ के तू की ए कर लेहंदा जे अपना तू केहंदा जे अपना तू केहंदा बेमतलब हुई हमारी बेख़ुदी मुझको ऐसी न सज़ा दे अपने बिन जीना सिखा दे यादें सारी पल में जला दे खोया हूँ मैं घर का पता दे
Song details
- Singer: Asim Azhar
- Singer: Talha Anjum
- Film / album: Bematlab
- Composer: Asim Azhar
- Lyricist: Asim Azhar
- Lyricist: Talha Anjum
Song video
singer: Asim Azhar, Talha Anjum