Roman script
Ae watan tere pairon mein Teri hi aagosh mein Humne dil qurbaan kar diya Aye watan tere pairon mein Teri hi aagosh mein Humne dil kurbaan kar diya Vaaste tere jaan bhi Luta denge hum ae watan Yeh janam tere naam kar diya Inquilab ka naara Sar-e-aam kar diya Inquilab ka naara Sar-e-aam kar diya Qatra qatra humne Watan ke naam kar diya Qatra qatra humne Watan ke naam kar diya Dushmanon se ab jung ka Elaan kar diya Dushmanon se ab jung ka Elaan kar diya Qatra qatra humne Watan ke naam kar diya Qatra qatra humne Watan ke naam kar diya Khoon jo behta hai toh behne de Khoon jo bole toh use kehne de Saza dhabbe khoon ke jisam par Khoon ko tu yoon khoon rehne de Fauladi seene pe daage Zulm ke nishaan Par har ek saans ab bhi hai Watan pe kurbaan Watan pe kurbaan
हिंदी में गीत
ऐ वतन तेरे पैरों में तेरी ही आगोश में हमने दिल क़ुरबान कर दिया ऐ वतन तेरे पैरों में तेरी ही आगोश में हमने दिल कुरबान कर दिया वास्ते तेरे जान भी लूटा देंगे हम ऐ वतन यह जनम तेरे नाम कर दिया इंक़िलाब का नारा सर-ए-आम कर दिया इंक़िलाब का नारा सर-ए-आम कर दिया क़तरा क़तरा हमने वतन के नाम कर दिया क़तरा क़तरा हमने वतन के नाम कर दिया दुश्मनों से अब जंग का इलान कर दिया दुश्मनों से अब जंग का इलान कर दिया क़तरा क़तरा हमने वतन के नाम कर दिया क़तरा क़तरा हमने वतन के नाम कर दिया खून जो बहता है तो बहने दे खून जो बोले तो उसे कहने दे सज़ा धब्बे खून के जिस्म पर खून को तू यूं खून रहने दे फौलादी सीने पे दागे ज़ुल्म के निशान पर हर एक सांस अब भी है वतन पे क़ुरबान वतन पे क़ुरबान
Song details
- Singer: Sukhwinder Singh
- Film / album: Ae Watan Mere Watan
- Composer: Mukund Suryawanshi
- Lyricist: Mukund Suryawanshi
- Lyricist: Ravi Girri
- Lyricist: Rohan Deshmukh
lyricist: Mukund Suryawanshi, Ravi Girri, Rohan Deshmukh
director: Kannan Iyer
cast: Sara Ali Khan, Sachin Khedekar, Abhay Verma, Sparsh Shrivastav