Roman script
Tu mere liye kya hai kya bataaun Kyun, kaise dil ko samjhaun Tu khilte phoolon ki Hai khushbu ke jaisa Main hoon patjhad ki rut sa Tu hai aasman mein Chanda ki chandani jaisa Main hoon koi tara toot'ta Paye bina main khona na chaahun Dil darta hai yaar mera Jaanu na kaise tujhko bataaun Ke tu hi hai pyaar mera Mann sawalon se hi bhar gaya hai aisa Nadiyon mein pani jis tarah Bas khayalon se hi khush ho jaun Ya tujhko kar doon bayaan Nazdeek aau toh door leke jaye daayra Tu sardi ke mausam ki khushbu ke jaisa Main hoon tapti dhoop sa Tu gehre samandar mein uthti lehron jaisa Main kinare baitha ret sa Paaye bina main khona na chaahun Dil darta hai yaar mera Jaanu na kaise tujhko bataun Ke tu hi hai pyar mera
Song details
- Singer: Madhur Sharma
- Composer: Swapnil Tare, Chirag Soni.
- Lyricist: Vishal Pande
director: Rajeev Thakur
director of photography: Ashish Rana