Roman script
Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Dil deewane ka dola dildar ke liye Dil deewane ka dola dildar ke liye Maine rangaa basanti ho Maine rangaa basanti chola mere yaar ke liye Dil deewani ka dola dildar ke liye Dil deewani ka dola dildar ke liye Maine rangaa basanti ho Maine rangaa basanti chola mere pyaar ke liye Dil deewani ka dola dildar ke liye Dil deewane ka dola dildar ke liye Ye pyaar bhi hai bimaari Meri laaj sharam gayi hai maari Ye pyaar bhi hai bimaari Meri laaj sharam gayi hai maari Mujhe pagli kahe duniya saari Ho mujhe pagli kahe duniya saari Mera tanman le ho Mera tanman le hichkola mere yaar ke liye Dil deewane ka dola dildar ke liye Dil deewani ka dola dildar ke liye O rabba kuchh karwa de Koi aisa jatan bata de O rabba kuchh karwa de Koi aisa jatan bata de Mere yaar se mujhe mila de Mere yaar se mujhe mila de Maine ang-ang ho Maine ang-ang mad ghola mere yaar ke liye Dil deewane ka dola dildar ke liye Dil deewane ka dola dildar ke liye Hoon... Jo beet gaya hai wo ab daur na aayega Jo beet gaya hai wo ab daur na aayega Is dil me siwa tere koi aur na aayega Koi aur na aayega Jo beet gaya hai wo ab daur na aayega Tu saath na de mera, chalna mujhe aata hai Har aag se waqif hoon, jalna mujhe aata hai Ye jeevan ka putla jal jaaye bhi to kya Ye jeevan ka putla jal jaaye bhi to kya Marne ke liye aisa koi daur na aayega Jo beet gaya hai wo ab daur na aayega Jo beet gaya hai wo ab daur na aayega Is dil me siwa tere koi aur na aayega Koi aur na aayega Jo beet gaya hai wo ab daur na aayega Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Thode din ki zindagani Aati jaati hai jawani Thode din ki zindagani Aati jaati hai jawani Kahin utar na jaaye paani Kahin utar na jaaye paani Ye raaz amar ne ho Ye raaz amar ne khola mere yaar ke liye Dil deewane ka dola dildar ke liye Dil deewane ka dola dildar ke liye Maine rangaa basanti ho Maine rangaa basanti chola mere yaar ke liye Dil deewane ka dola dildar ke liye Dil deewane ka dola dildar ke liye Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho Ho ho ho ho ho
हिंदी में गीत
हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो दिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए दिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए मैंने रंगा बसंती हो मैंने रंगा बसंती चोला मेरे यार के लिए दिल दीवानी का डोला दिलदार के लिए दिल दीवानी का डोला दिलदार के लिए मैंने रंगा बसंती हो मैंने रंगा बसंती चोला मेरे प्यार के लिए दिल दीवानी का डोला दिलदार के लिए दिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए ये प्यार भी है बीमारी मेरी लाज शर्म गई है मारी ये प्यार भी है बीमारी मेरी लाज शर्म गई है मारी मुझे पगली कहे दुनिया सारी हो मुझे पगली कहे दुनिया सारी मेरा तनमन ले हो मेरा तनमन ले हिचकोला मेरे यार के लिए दिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए दिल दीवानी का डोला दिलदार के लिए ओ रब्बा कुछ करवा दे कोई ऐसा जतन बता दे ओ रब्बा कुछ करवा दे कोई ऐसा जतन बता दे मेरे यार से मुझे मिला दे मेरे यार से मुझे मिला दे मैंने अंग-अंग हो मैंने अंग-अंग मद घोला मेरे यार के लिए दिल दीवानी का डोला दिलदार के लिए दिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए हूँ ... जो बीत गया है वो अब दौर ना आएगा जो बीत गया है वो अब दौर ना आएगा इस दिल मे सिवा तेरे कोई और ना आएगा कोई और ना आएगा जो बीत गया है वो अब दौर ना आएगा तू साथ ना दे मेरा, चलना मुझे आता है हर आग से वाकिफ हूँ, जलना मुझे आता है ये जीवन का पुतला जल जाए भी तो क्या ये जीवन का पुतला जल जाए भी तो क्या मरने के लिए ऐसा कोई दौर ना आएगा जो बीत गया है वो अब दौर ना आएगा जो बीत गया है वो अब दौर ना आएगा इस दिल मे सिवा तेरे कोई और ना आएगा कोई और ना आएगा जो बीत गया है वो अब दौर ना आएगा हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो थोड़े दिन की ज़िन्दगानी आती जाती है जवानी थोड़े दिन की ज़िन्दगानी आती जाती है जवानी कहीं उतर ना जाए पानी कहीं उतर ना जाए पानी ये राज़ अमर ने हो ये राज़ अमर नेखोला मेरे यार के लिए दिल दीवानी का डोला दिलदार के लिए दिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए मैंने रंगा बसंती हो मैंने रंगा बसंती चोला मेरे यार के लिए दिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए दिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो हो
Song details
- Singer: Anuradha Paudwal
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Babla Mehta
- Film / album: Tahalka (1992)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Hasarat Jaipuri
- Lyricist: Santosh Anand
singer: Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Babla Mehta
lyricist: Hasarat Jaipuri, Santosh Anand
director: Anil Sharma
cast: Dharmendra, Ekta Sohni, Aditya Panchali, Naseeruddin Shah, Javed Jafri, Mukesh Khana, Sammi Kapoor