Roman script
Top pe bandi teri, top pe system Chhod ke jo gaye mujhe, I don't really miss them Do-do baar banaye maine career logon ke That's why I don't really diss them Soul, kaam, gaadi, teeno kaali-kaali Raat mein laakhon uda doon Logon pe jazbaat mein Mere jaise pagal, ghumo mere saath mein Gehre hai matlab meri har baat mein Bombay mein baithe bollywood waali jaat ni Jor laga liye te humein haath ni Rapper waali hummein koi baat ni Par khaali haath hai, aisi koi raat ni Haathon mein whisky hai, Kaam kiye hai jo saare risky hai Scene sadak pe hi banega aaj Gaadi hata lo yeh kiski hai Gaadi shor machaye, suniyo Aankhein kaun milaye? Suniyo Chaal-chalan, aur tevar chakku Bachke rahiyo, ladke hai daaku Gaadi shor machaye, suniyo Aankhein kaun milaye? Suniyo Chaal-chalan, aur tevar chakku Bachke rahiyo, ladke hai daaku Hila nahi top se, na hi koi plan hai Hateron ko dhundhu, jaise aayi meri dan hai Aise bhi shehar hai, jinme hum ban hai Kaali dub liaring, trior ten yeh Gen-z ke chhode, lo-fi se ni baahar aare Gande in launde ke game ni sambhal paare Marne ko padi baazi, phir bhi ni maar paare Kalle ni aare hum saath mein toofan laare Hype hai kitni yeh show mein ragwaai bhare Kuch bhi na kare but kare toh tabaahi kare Gaadi aur kaam mein lagte break ni Zyada na dikhe par dikhe toh fir dekh ni Haathon mein whisky hai, Apni thodi si khiski hai Humein rok le jo gaa*d mein dum, bete kiski hai? Gaadi shor machaye, suniyo Aankhein kaun milaye? Suniyo Chaal-chalan, aur tevar chakku Bachke rahiyo, ladke hain daaku Gaadi shor machaye, suniyo Aankhein kaun milaye? Suniyo Chaal-chalan, aur tevar chakku Bachke rahiyo, ladke hain daaku Gaadi shor machaye re Ladke hain daaku Aankhein kaun milaye re? Ladke hain daaku It's your boy
Song details
- Singer: Badshah
- Singer: Sharvi Yadav
- Film / album: Ek Tha Raja
- Composer: Hiten
- Lyricist: Badshah
Song video
singer: Badshah, Sharvi Yadav
director: Mahi Sandhu, Joban Sandhu
director of photography: Mani Art