Roman script
Jo sab logon se milte Apun waiso se nahi milte Ye khareedne chale sukoon Jo paiso se ni milte Jo aas rakhe auron pe aur hustle kare Iske beta pani diye bina phool Vaise bhi ni khilte beta loyal reh Waise bhi ye dunia dissloyal hai Das liya asli ko kon kaise azmaaye bey Diss diya uda inki maa meri maa hai bey Gaali kiya mute aakhirat ki parwaah ae bey Mujhe jawab dena usey Galat hai toh galat hai maanta hoon Haraam hai bey music Ye rap sare nakli wale 700 wale blue tick Yeh nakli brand utha re jaake andheri ki booting Flow har baar unique mere gaane ki hai shooting Main busy rap busy hoon busy laane mein new thing Beef matlab war tu jaise valadmir putin Haan 60 killo wazan 120 gram protien Roz ka hai intake han roz ka hai routine Dost kahan hai tere mere dost yahan hai do teen Smoke chahiye inhe toh fir minta kr raha smoking Han smoke chahiye inhe toh fir sumit de raha do teen Bahut kuch dil mein hai par keh ni raha main Boht kuch dil mein hai par keh ni raha main Boht kuch dil mein hai par keh ni raha main Boht kuch dil mein hai hum keh ni paye Bahut kuch boht kuch boht kuch boht kuch Bahut kuch dil mein hum keh ni paye Sabke saamane proof kiya bhagwan ne mujhe choose kiya Sambhalne wala kon yeh duniya zalim mehsoos kiya Ab aane wala waqt sab aake boley tu bhool gaya Samjhaun kaise sab dabake baatein main door gaya I ain't playing aise chaale kiye kam Tu na jaane kiya maine tere baare gam Screaming my name mere fans number one Saare ops playing games but they never gonna work Kyunki inki baaton mein na sach Everybody faking it nobody I can trust Lagta inko shaane mein dikha doon where I am from Stop playing let me show you how we do it Bahut kuch dil mein hai par keh ni paaye Boht kuch dil mein hai par keh ni raha main Boht kuch dil mein hai par keh ni rha main Boht kuch dil mein hai hum keh ni paye Boht kuch boht kuch boht kuch boht kuch Boht kuch dil mein ham keh ni paye Main versetile kyunki music mere soul mein Aur waise style mera maaloom hai na bombay Aur rehta main busy to uthata nahi phone mein Itne saare zakhm jaise liya loan main Chukaao kaise haan jab pyaar unse mila nahi Mile bahut par koi mere jaisa mila nahi Upar jaate to ye duniya aati giraane Haan kaun aaya upar jo life mein kabhi gira nahi Shukriyada karun jitna mila kam nahi Jo hai aaj kya pata rahega kal nahi Karta dua kabhi aaye na bas ghamand nahi Bahut kuch hai kehna par kehne ka mann nahi
Song details
- Singer: Emiway
- Singer: Flowbo
- Singer: Young Galib
- Composer: Memax
- Lyricist: Emiway
- Lyricist: Flowbo
- Lyricist: Young Galib
Song video
singer: Emiway, Flowbo, Young Galib
director: Thrector
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Emiway Bantai