Roman script
Yeh Rapper Sirf Rap Kare, Paisa Kamane Ko Main Yahaan Kara For Legacy Judge Karne Baithe Yeh Gaane Ko, Youtube Pe Bhara Hai Negative Energy Dushman Ki Zarurat Nahi Hai, Apne Hi Log Yahaan Kaafi Hain, Wahi Log Enemy Cook Kara Studio Mein Raat-din, Main Nahi Chef Par Maange Yeh Recipe Pichhla Gaana Ek Din Mein Chaar Million Peeche Inke Aag Lagi, Ash-bacha Karun Inhe Poke-ye-maun Sneak Diss Kare, Aur Yeh Wish Kare Inhe Chhod Doon Main On Mic Bro Soft Lage Dekho Main Kaun! Main Vo Jise Koi Jeet Nahi Sakta Andar To Dekh, Alexander The Great Conquer Kar Daala Dil Maine Sabka Yeh Aaye Kare Khali Manipulate Bane G.o.a.t. Mere Aage To Phir Chadhta Bali Bakra Eid Lage Jo Bhi Ghuse Mere Gali Bane Tyson Rap Mein Soche Mujhse Bhaari Beta Bhaari Padu Inpe Jaise Mic Pe Ali Yeh Kare Mujhe Stare, Aur Main Chadhu Saare Ladders Likhaavat Jaise Eminem, Every Bars Matters Lyrically Criminal, Punches On The Bladder Har Mahine Gaane Barsaun Par Main Na May Weather Main Hoon June Aur July, Tere Jaise Neeche Aur Ghaas Maarunga Na, Chhodunga Na, Smoke Jaise Broadus Proud Ab Honge Abhi Opps Bhi Likhaavat Pe Maaru Khali Chakke, Yeh Hai Beta Powerplay Phir Se Maarni To Bata Teri Kab Loon Lera Hate Tu Logo Se Main Love Loon Em Ko Dekhna Chahte Upside Down Dekho Upside Down To Bhi Mile Mujhe "W" Yeh Kare Paisa Kamane Ko Main Yahaan Kara For Legacy Judge Karne Baithe Saale Yeh Gaane Ko Negative Energy, Dushman Ki Zarurat Nahi Hai, Apne Hi Log Yahaan Kaafi Hain, Wahi Log Enemy Cook Kara Studio Mein Raat-din, Main Nahi Chef Par Maange Yeh Recipe Allhamdullilah Sab Uska Mehar Hai Main Billa Tabhi To Yahaan Mera Kahar Hai Khulla Kehar Hai, Jahaan Rakhte Pair Hai Foot Jaate Yeh Surf Kare Hum Yeh Lahre Dekhe Chehre, Dard Hai Sehere Karze Le Re, Masale Gahre Mat Le Be Tu, Matlabi Lagte Log Ghalti Lat Abhi Mat Kabhi Padna Bas Vat Le Be Tu Inke Favorite Ko Haraya Phir Bhi Kare Dislike Global Pahuncha Daala Hindi Ko, I Don't Miss Flight Hype Bhi Na Tiki Kyun Ki Yeh To Kare Miss Hike Punjab Se Bhi Pyaar Kyun Ki Mera Sick Vibe Mere Bhai Bane North, South, East, West Beef Time Mere Liye To Lage Jaise Recess Fail Huye Mere Aage Dedo Retest Mere Class Tak Aana To Gaane Banao Deepest Inhe Doon Main Itne Bar Bhi Kyun Rappers Roast Kar Daala Jaise Barbeque Mere Fans Danger Nikale Yeh Bahar Bhi Kyun? Khud Ko Yeh Kehte Gangster Par Lagte Barbie Kyun? Khada Hoon Mic Pe Kasam Karne Bina Weapon Jubaan Se Qatl Karne Pehna Hoon Ski-mask Kyun Ki Main Aaya Hoon Khatam Karke Seedha Dafn Karne Yeh Kare Paisa Kamane Ko Main Yahaan Kara For Legacy Judge Karne Baithe Saale Yeh Gaane Ko Negative Energy, Dushman Ki Zarurat Nahi Hai, Apne Hi Log Yahaan Kaafi Hain (Kaafi Hain), Wahi Log Enemy Cook Kara Studio Mein Raat-din, Main Nahi Chef Par Maange Yeh Recipe
Song details
- Singer: Emiway Bantai
- Composer: Gore Ocean
- Lyricist: Emiway Bantai
Song video
director: Thrector, Emiway Bantai
genre: Hip-Hop (Rap)