Roman script
Dhoop jaise lagi tere baalon mein Haan tere sohne gaalon mein Toh naina ruk gaye naina ruk gaye Thandi thandi nadiyan meethe taalon mein Ye thande se pahadon mein Toh naina ruk gaye naina ruk gaye Tere baajon nahiyo jeena Nahiyo jeena tere baajon Waadiyan ye keh rahi hai Nahiyo rehna tere baajon Jisko dhoonda itne beete saalon mein Haan milte hi pahadon mein Toh naina ruk gaye naina ruk gaye Hosh mein hum thhe par ganwa baithe Dekh ke nazaare bhi khoye hain khumaar mein Waadiyan ishaare kar rahi ho jaise Keh rahi hai humse ke doob lijey pyaar mein Rut aisi aaye hai saalon mahino mein Chup hai jahan aur dil ye kahe Tere baajon nahiyo jeena Nahiyo jeena tere baajon Dhadkanein ye keh rahi hain Nahiyo rehna tere baajon Dekhte hi tumko in ujaalon mein Ye sardi wali shaalon mein Toh naina ruk gaye naina ruk gaye Dhoop jaise lagi tere baalon mein Haan tere sohne gaalon mein Toh naina ruk gaye naina ruk gaye
हिंदी में गीत
धूप जैसे लगी तेरे बालों में हाँ, तेरे सुंदर गालों में तो नैना रुक गए, नैना रुक गए ठंडी ठंडी नदियाँ मीठे तालों में ये ठंडे से पहाड़ों में तो नैना रुक गए, नैना रुक गए तेरे बाजों नहियों जीना नहियों जीना तेरे बाजों वादियां ये कह रही हैं नहियों रहना तेरे बाजों जिसको ढूँढा इतने बीते सालों में हाँ मिलते ही पहाड़ों में तो नैना रुक गए, नैना रुक गए होश में हम थे पर गँवा बैठे देख के नजारे भी खोए हैं खुमार में वादियां इशारे कर रहीं हो जैसे कह रही हैं हमसे के डूब लीजे प्यार में रुत ऐसी आई हैं सालों महीनों में छुप है जहाँ और दिल ये कहे तेरे बाजों नहियों जीना नहियों जीना तेरे बाजों धड़कनें ये कह रहीं हैं नहियों रहना तेरे बाजों देखते ही तुमको इन उजालों में ये सर्दी वाली शालों में तो नैना रुक गए, नैना रुक गए धूप जैसे लगी तेरे बालों में हाँ, तेरे सुंदर गालों में तो नैना रुक गए, नैना रुक गए
Song details
- Singer: Vishal Mishra
- Composer: Vishal Mishra, Gaurav Vaswani
- Lyricist: Vishal Mishra
director: Arif Khan
cast: Vishal Mishra, Mahira Sharma