Roman script

Khuda maana mohabbat ka tumhe 
Aur tum humse hi bewafa ho gaye

Chale the manzil ko saath saath hum

Phir kyon ye faasle ho gaye

Khuda maana mohabbat ka tumhe 

Aur tum humse hi bewafa ho gaye

Haaye nazar lag gayi

Hum toh juda ho gaye

Aate nahi ho milne yaara

Tum toh khuda ho gaye

Manana tha hamein aur aaj 

Tum humse hi khafa ho gaye

Raat adhoori si kyon ab

Teri kahani kahe

Tab toh hum saath hote the yaara

Na ab din woh rahe

Marham maana tumko ishq ka

Aur tum iss mohabbat ki saza ho gaye

Chale the manzil ko saath saath hum

Phir kyon ye faasle ho gaye

Khuda maana mohabbat ka tumhe aur 

Tum humse hi bewafa ho gaye

हिंदी में गीत

खुदा माना मोहब्बत का तुम्हें
और तुम हमसे ही बेवफा हो गए

चले थे मंज़िल को साथ-साथ हम

फिर क्यों ये फ़ासले हो गए

खुदा माना मोहब्बत का तुम्हें

और तुम हमसे ही बेवफा हो गए

हाय, नज़र लग गई

हम तो जुदा हो गए

आते नहीं हो मिलने यारा

तुम तो खुदा हो गए

मानना था हमें और आज

तुम हमसे ही खफा हो गए

रात अधूरी सी क्यों अब

तेरी कहानी कहें

तब तो हम साथ होते थे यारा

ना अब दिन वो रहे

मरहम माना तुमको इश्क़ का

और तुम इस मोहब्बत की सज़ा हो गए

चले थे मंज़िल को साथ-साथ हम

फिर क्यों ये फ़ासले हो गए

खुदा माना मोहब्बत का तुम्हें और

तुम हमसे ही बेवफा हो गए

Explore this song