Roman script
Kafi andar se bolta hoon, Jab bhi main khada samne mic ke Ye bolte hain, kafi bolta hoon, Kya karoon itni saari cheezein hui life mein Ye bolte hain, kafi bolta hoon, Kya karoon itni saari cheezein hui life mein? Toh bolna toh banta hai, Bolna toh banta hai, bolna tu bantai Kafi andar se bolta hoon, Jab bhi main khada samne mic ke Ye bolte hain, kafi bolta hoon Kya karoon leke rakha ghar pe Teen-char mic main? Ye bolte hain, kafi bolta hoon Kya karoon itni saari cheezein hui life mein? Toh bolna toh banta hai, Bolna toh banta hai, bolna tu bantai Kafi andar se bolta hoon, Jab bhi main khada samne mic ke Ye bolte hain, kafi bolta hoon Kya karoon itni saari cheezein hui life mein Ye bolte hain, kafi bolta hoon Kya karoon itni saari cheezein hui life mein Toh bolna toh banta hai, Bolna toh banta hai, bolna tu bantai Bolna toh banta hai, farak pade mujhe ghanta hai Talab lage mujhe gaane banane ki Tabhi toh phaila ye bantai Main toh kabhi ka bola tha, bantai, Mere gaane sunenge ye one time nahi, Sau baar phir bhi pakte nahi Kaun hard? Mujhe waqt hi nahi Kyun khud mein hard hoon main? Auron pe kyun dhyan main doon? Kitna bhi ho hard time, tujhe main na jaane doon Baakiyon ki tarah, main na bahane doon Kitna bhi ho hard time fir bhi sabko gaane doon Jo main chaha hoon, vo main paaya hoon Rahmat hai, teri rahmat hai Jo main chaha hoon, vo main paaya hoon Rahmat hai, tu bhi sahmat hai Kafi andar se bolta hoon, Jab bhi main khada samne mic ke Ye bolte hain, kafi bolta hoon Kya karoon itni saari cheezein hui life mein Ye bolte hain, kafi bolta hoon, Kya karoon itni saari cheezein hui life mein Toh bolna toh banta hai, Bolna toh banta hai, bolna tu bantai"
Song details
- Singer: Emiway
- Composer: Avanto
- Lyricist: Emiway Bantai
Song video
director: Thrector
genre: Hip-Hop (Rap)