Roman script
Bechara dil bechara Tujhse kar cope ni paara Koi chance, na scope, na chaara Mujhse tere liye khat likhwaa ra Bechara dil bechara Kuch dino se mere haath ni aa rhaa Koi chance, na scope, na chaara Ainvein apna ghamand ghiswaa ra Aisa bhi hota hai Cupid bhi rota hai Sochun tere baare mein to Seene mein kuch hota hai Na koi samjhauta hai Na mera dil iklauta hai Utaar kar baat karo Pahna tumne jo mukhauta hai Zubaida, zubaida Watch you know, kiya tumne kaisa Zubaida, zubaida Maare ankhiyon se look tu aisa Na shohrat, na paisa Kuch bhi nahi tere hushn jaisa Zubaida, zubaida Watch you know, kiya tumne kaisa Hawaaon mein aaj Kuch bahut galat hai Mera jee ghabraaye Jaise jaise aa rahi raat nikat hai Akeli hai kya tu Kya main ghar aa sakta hoon Aaraam se bitha ke Tujhe screenshots dikha sakta hoon Aisa bhi hota hai Kya mard bhi rota hai Sochun tere baare mein to Chhati me kuch hota hai Na koi samjhauta hai Bas sach kahne ka mauka hai Utaar kar baat karo Pahna tumne jo mukhauta hai Zubaida, zubaida Watch you know, kiya tumne kaisa Zubaida, zubaida Maare ankhiyon se look tu aisa Na shohrat, na paisa Kuch bhi nahi tere hushn jaisa Zubaida, zubaida Watch you know, kiya tumne kaisa
Song details
- Singer: Nanku
- Singer: Natiq
- Composer: Yo Yo Honey Singh
- Lyricist: Nanku
- Lyricist: Natiq
Song video
singer: Nanku, Natiq