Roman script
Ik baat kehni hai jo pehle kabhi bhi kahi na Shaqal se shareef par andar se kamina Dhoond raha kab se aisi haseena Jo peeche se kim aage se kareena Ik baat kehni hai jo pehle kabhi bhi kahi na Shaqal se shareef par andar se kamina Dhoond raha kab se aisi haseena Jo peeche se kim aage se kareena Main kamina, main kamina, main kamina Main kamina, main kamina, main kamina Main kamina, main kamina, main kamina Dekh bro ho gaye na shareaam Dedh nazar mein hi katleaam Sar pe inaam mere ulte hai kaam Mehngi cheez hu main mera mehanga daam Kafan se pehle har raat jashan chamku Jaise main hoon chosen one Dunia waalon ko hoti jalan kyunki Mera guru duniya mein number one Main number one mera sab badiya Mera waqt chale mehangi gadiyan Pehle dikki mein tha baseball bat Abb dikki mein rakhte sariya Woh karti mere saath buy kyunki Karta main card swipe Tera husan dawa Doctor ne kiya mujhe prescribe Chorha nahi class peeta nahi grass Aata nahi main industry ko raas Paise ki pyaas paisa hai pass Tabhi mashook nahi hoti naraz Maang haq ki tera lbs tu hai banda nakli Tera paisa kaala tera dhanda nakli Teri gardan patli main fanda asli Main kamina, main kamina, main kamina Main kamina, main kamina, main kamina Main kamina, main kamina, main kamina Ho ghanta nahi aati mujhe kisi baat ki sharam Ho duniya kharidi maine maari sabke muh pe rakam Ghumu masat malang mera saanwla hai rang Mujhe dekh inki saheliyon ka maamla garam Karun fake faksun inke sare fandom Jo main beemer mein baithu toh phir woh lage phantom Gaane sare catchy aur zubaan jaise kainchi Sariye ke saath dikki mein noton wali attachy Khati talky jeb mein rehte dost sare ready Gym mein weight aur beat pe main verse maaru heavy Main kamina, main kamina, main kamina Main kamina, main kamina, main kamina Main kamina, main kamina, main kamina
Song details
- Singer: Hommie Dilliwala
- Composer: Yo Yo Honey Singh
- Lyricist: Hommie Dilliwala
Song video
director: Mayank Tandon