Roman script
Ye munasib hoga hamko thaamlo ke Ham bhi chaand dhoondne lage hain badalon mein Naam shamil ho chuka hai apna pagalon mein Matlabi is duniya se kinaare kar lun Naam tere saari ki saari bahaarein kar dun Bas chale to tere hath mein sitaare rakh dun Shaam ka rang kyon Tere rang mein mil raha hai Dil mera tere sang Baith kar kyon khil raha hai Hai koi jawaab oh mere janaab Hai koi jawaab is baat ka Aapke apne hi hain hamko jaaniye to Is sharam ke lehje ko pehchaniye to Baat ban jayegi baat maniye to Kya hai kuch nahi ye char din ki zindgani Taaron ke her fer ki ye karistani Na kabhi bhi mitne wali likh de kahani Aapki aankhon mein jo likha Main padh raha hun Baat wo honth par kab aayegi Intezaar kar raha hun Hai koi jawaab oh mere janaab Hai koi jawaab is baat ka Bunte rahein ya na bune ye khwaab Hai koi jawaab is baat ka
हिंदी में गीत
ये मुनासिब होगा हमको थामलो के हम भी चाँद ढूँदने लगे हैं बादलों में नाम शामिल हो चुका है अपना पागलों में मतलबी इस दुनिया से किनारे कर लूँ नाम तेरे सारी की सारी बहारें कर दूं बस चले तो तेरे हाथ में सितारे रख दूं शाम का रंग क्यों तेरे रंग में मिल रहा है दिल मेरा तेरे संग बैठ कर क्यों खिल रहा है है कोई जवाब ओ मेरे जनाब है कोई जवाब इस बात का आपके अपने ही हैं हमको जानिए तो इस शरम के लहजे को पहचानिए तो बात बन जाएगी बात मानिए तो क्या है कुछ नही ये चार दिन की ज़िंदगानी तारों के हेर फेर की ये करिस्तानी ना कभी भी मिटने वाली लिख दे कहानी आपकी आँखों में जो लिखा मैं पढ़ रहा हूँ बात वो होंठ पर कब आएगी इंतेज़ार कर रहा हूँ है कोई जवाब ओ मेरे जनाब है कोई जवाब इस बात का बनट रहें या ना बुने ये ख्वाब है कोई जवाब इस बात का
Song details
- Singer: Badshah
- Composer: Badshah, IOF, Hiten
- Lyricist: Badshah
Song video
director: Rajeev Thakur
cast: Badshah, Gayatri Bhardwaj
choreography: Shubham
director of photography: Shinda Singh, Gagan Randhawa