Roman script

Shawty hai bulati mujhe good boy
Shawty ke liye bann gayela main good boy

Ah shawty hai bulati mujhe good boy

Good boy good boy ha-ha

Harami main ladka par tune

Mujhe bana dala good boy

Ah shawty hai bulati mujhe good boy

Shawty ke liye bana main bhi good boy

Waise main harami hoon

Harami main ladka par toone

Mujhe bana dala good boy

Shawty hai bulati mujhe good boy

Shawty ke liye bana main bhi good boy

Waise main harami hoon

Achhi baat hai bandiyon ke saath

Banke rehna chahiye good boy

Apne saamne jo bhi aave

Bann jaata woh good bhai

Pakad mera udd bhai

Harami hai hood bhai

Tabhi toh hai bantai

Aisa jaanta tu khud bhai

Mujhse aede chaale door rahe

(chal udhar jake baith)

Jo bhi krega woh dhoor hai

(ae dhoor)

Aa tafree jinse door main

Baki panch waqt ka namaaz

Tabhi chehre pe yeh noor hai

Haan income 1 number

Bhar raha 7 figure tax

Tera favorite rapper

Khola maare likhe lakhs

Yeh pooche mujhe

Kitne mein becha gaana

Beta sunn crore’on mein

Bikta mera track

Shawty hai bulati mujhe good boy (shawty!)

Shawty ke liye bann gayela main good boy haan

Ah shawty hai bulati mujhe good boy

Good boy good boy ha-ha

Harami main ladka par tune

Mujhe bana dala good boy

Ah shawty hai bulati mujhe good boy

Shawty ke liye bana main bhi good boy

Waise main harami hoon

Harami main ladka par tune

Mujhe bana dala good boy

Shawty hai bulati mujhe good boy

Ah shawty ke liye bana main bhi good boy

Waise main harami hoon

Ab kya chahiye tujhe mujhe bol

Tere liye hi toh main

Kama raha sara jhol

Chalo long drive

Kafi lambi hai ye road

Baki batein watein chhod

Abhi kidhar jana bol

Tujhe chalne ka lonavala

Ya chalna ali baagh

Woh boli kidhar jane ka nahi

Side mein karo park

Bas baith ke karo baat sunn

Pakdo mera hath yes

Suhani hai ye raat okay

Na hona jazbaat

Aye! Ashleel gaana nahi

Feel gaana hai

Tu hai aisi kisi ka bhi

Dil aana hai (aaram se)

Bad boy main dunia ke liye

Tere liye good boy

Chal tere ko ghar walo se

Milana hai

Maar raha tha main line

Tabhi le rahi thi tu masti mein

Baakiyon ki tarah

Na karta zabardasti main

Baby tu hai fine

Tere liye lambi line

Jitne khade line mein

Chal ae beta kalti le

Harami main ladka par toone

Mujhe bana dala good boy

Ah shawty hai bulati mujhe good boy

Shawty ke liye bana main bhi good boy

Waise main harami hoon

Harami main ladka par toone

Mujhe bana dala good boy

Shawty hai bulati mujhe good boy

Shawty ke liye bana main bhi good boy

Waise main harami hoon

Explore this song