Roman script
Aaj kahin nahi jana mere ghar pe party hai Mauka aata na rozana mere ghar pe party hai Ready rudy na hua na mere ghar pe party hai Saare milke raula pana ghar pe party hai Kahin nahi jana mere ghar pe party hai Mauka aata na rojaana mere ghar pe party hai Ready rudy na huva na mere ghar pe party hai Saare milke raula pana it's a house party Billa number 420 kathe ho gaye badtameez Itna sexy hai mahaul entry ki koi na fees Papa ke bar mein toh chupa hai khazana Thodi thodi peena sari bottle na mukana Are harkatein karne ko yaaro padi poori raat hai Chori chori bedroom mein jana buri baat hai Apna dj jaana maana mere ghar pe party hai Sari raat nach jana mere ghar pe party hai Koi jaldi na so jana mere ghar pe party hai Bachho iss party ke baad after party hai Raat ke baj gaye hain sadde teen Set hone lage hain sabke scene Kone kone kone mein Kone kone kone mein Sab hai lean Sitti pitti jiski gul crush na ho jana Par uth'te hi yaaro apne apne ghar kat jana Sare story'an bhi pana mere ghar pe party hai Par mujhko jyada na dikhana mere ghar pe party hai Hashtag hai banana mere ghar pe party hai Bas yahi hai nibhana, mere ghar pe party hai
Song details
- Singer: Badshah
- Singer: Aastha Gill
- Singer: Mellow D
- Film / album: Farrey
- Composer: Sachin-Jigar
- Lyricist: Jigar Saraiya
- Lyricist: Mellow D
Song video
singer: Badshah, Aastha Gill, Mellow D
lyricist: Jigar Saraiya, Mellow D
director: Soumendra Padhi
cast: Alizeh, Prasanna Bisht, Sahil Mehta, Zeyn Shaw, Ronit Roy
music label: Zee Music Company