Roman script

Bheegi si baarish ki boondien
Tan man ko har pal jalaaye

Bedard yaad piya ki 

Raaton mein mujhko jagaaye

 

Haathon mein choodiyan khanke 

Paanv mein payal chhanke 

Khwab dikhaaye sajan ke 

Chhede mann ke ye taar

Kaano mein baaliyan chamke 

Maathe ki bindiya damke 

Sir se chunri sarke baar baar 

 

Savaria aise tune pukara lut gaiyaan 

Sannwariya aise tune pukara lut gaiyaan 

Sawaria aise tune pukara lut gaiyaan

 

Anjaan si dor kheenche mujhe 

Raahein teri ore mudne lagi 

Chaahat ne madhosh yun kar diya 

Main to hawaaon mein udne lagi

 

Haathon mein choodiyan khanke 

Paanv mein payal chhanke 

Khwab dikhaaye sajan ke 

Chhede mann ke ye taar

Kaano mein baaliyan chamke 

Maathe ki bindiya damke 

Sir se chunri sarke baar baar 

 

Savaria, haaye savaria

Savaria aise tune pukara lut gaiyaan 

Savaria aise tune pukara lut gaiyaan

Savaria savaria

Explore this song