Roman script
Jab jab teri yaadein dil ko tadpayein Tab tab meri raatein khayalo mein jaaye Kaise bhulau main koi toh bataye Kyun hota hai yeh dard itna jo sataye Baarish ki boondein tan ko jalaaye (feels like fire) Beetey huye lamhon ke ehsaas jagaye Jab jab teri yaadein dil ko tadpaye Tab tab meri raatein khayalon mein jaaye Sapno mein dekha tha jo Woh pyar tujhse mila Koi nahi haan koi nahi In saanson mein tere siva Bhoolu na main un baaton ko Kaise bhula paaya tu Waada karke, tod dena Acha nahi hai yun Bhoola nahi tujhe, main hoon yahi Dil mein tu hi tu basi Na thi, na hai, na hogi koi aur Baby it’s you, the one that I adore Dil mein ik ajab si, hulchal machaye Jab jab teri yaadein khayalon mein aaye Kaise bhulaau main koi toh bataye Kyun hota hai yeh dard itna jo sataye Itna jo sataye itna jo sataye
Song details
- Singer: Tanya Singgh
- Composer: Jeff Hunt
- Lyricist: Gittanjali Singh
director: Alexander Koschier
cast: Arhhan Singgh
director of photography: Ioana Dobre