Roman script

Zohrajabeen zohrajabeen

Zohrajabeen zohrajabeen

Khoon teri yaadon ke khoon teri baaton ke

Khoon teri shamon ke khoon teri raaton ke

Khoon mere sapnon ke khoon meri chahton ke

Gaur se tu dekh khoon laga tere hathon pe

Zohrajabeen koyi mehfil nahi

Jis mehfil mein khoon humne thuke nahi

Zohrajabeen tere aashiq the tere aashiq hain

Tere pairon ke joote nahi zohra jabeen

Yeh tu kis devte ko baliyan chadhaye meri

Pata nahi lagta gardan pe vaar ka

Tu aur tere shehar ke log saare

Yaar bana ke khoon peete hai yaar ka

Jaan koyi murdon mein phooke nahi

Hum tere jaisa yaar chhoote nahi

Tu hi tha jhootha hum jhoothe nahi

Zohra jabeen

Koyi mehfil nahi jis mehfil mein

Khoon humne thuke nahi zohra jabeen

Tere aashiq the tere aashiq hain

Tere pairon ke joote nahi zohra jabeen

Aankhein phod deti hain dil nichod deti hain

Yaad teri dil nahi haddiyan tod deti hain

Tu nahi chhodta kisi ko yahan

Ik ghar toh jaani chudail chhod deti hai

Usey nahi pata buri bahut hi hoti hai

Jigar ke aar paar chot hi hoti hai

Aam koyi hota toh bach jaati zindagi

Shayar se bewafai maut hi hoti hai

Mere hi saanp the paale sanam

Mujhko hi chhod jaane wale sanam

Jaise main toota kaanch toote nahi

Zohra jabeen

Koi mehfil nahi jis mehfil mein

Khoon humne thuke nahi zohra jabeen

Tere aashiq the tere aashiq hai

Tere pairon ke joote nahi zohrajabeen

हिंदी में गीत

ज़ोहरा-जबीं ज़ोहरा-जबीं
ज़ोहरा-जबीं ज़ोहरा-जबीं

ख़ून तेरी यादों के ख़ून तेरी बातों के

ख़ून तेरी शामों के ख़ून तेरी रातों के

ख़ून मेरे सपनों के ख़ून मेरी चाहतों के

गौर से तू देख ख़ून लगा तेरे हाथों पे

ज़ोहरा-जबीं कोई महफ़िल नहीं

जिस महफ़िल में ख़ून हमने थूके नहीं

ज़ोहरा-जबीं तेरे आशिक़ थे तेरे आशिक़ हैं

तेरे पैरों के जूते नहीं ज़ोहरा-जबीं

ये तू किस देवते को बलियां चढ़ाए मेरी

पता नहीं लगता गर्दन पे वार का

तू और तेरे शहर के लोग सारे

यार बना के ख़ून पीते हैं यार का

जान कोई मुर्दों में फूंके नहीं

हम तेरे जैसा यार छूटे नहीं

तू ही था झूठा हम झूठे नहीं

ज़ोहरा-जबीं

कोई महफ़िल नहीं जिस महफ़िल में

ख़ून हमने थूके नहीं ज़ोहरा-जबीं

तेरे आशिक़ थे तेरे आशिक़ हैं

तेरे पैरों के जूते नहीं ज़ोहरा-जबीं

आँखें फोड़ देती हैं दिल निचोड़ देती हैं

याद तेरी दिल नहीं हड्डियां तोड़ देती हैं

तू नहीं छोड़ता किसी को यहाँ

इक घर तो जानी चुड़ैल छोड़ देती है

उसे नहीं पता बुरी बहुत ही होती है

जिगर के आर पार चोट ही होती है

आम कोई होता तो बच जाती ज़िंदगी

शायर से बेवफ़ाई मौत ही होती है

मेरे ही सांप थे पाले सनम

मुझको ही छोड़ जाने वाले सनम

जैसे मैं टूटा कांच टूटे नहीं

ज़ोहरा-जबीं

कोई महफ़िल नहीं जिस महफ़िल में

ख़ून हमने थूके नहीं ज़ोहरा-जबीं

तेरे आशिक़ थे तेरे आशिक़ हैं

तेरे पैरों के जूते नहीं ज़ोहरा-जबीं

Explore this song