Roman script
Bhai maine abhi abhi kuchh dekha Dekha dekha dekha maango samjha Fuk fuk fuk fuk fukrey Fuk fuk fuk fuk fukrey Welcome to the 3rd season! Okay start! Dil mein bubble hain phoote Tu kyun jaane na Sachhe hain ham na jhoothe Tu kyun maane na Tera deewaana main Meri deewaani tu Chal baat aage badha Aaye hain dekho zara Ve fukrey saare Aaye hain dekho zara Ve fukrey saare Hum kya karein ji kya karein Phirte hain maare maare Chehra tera jo dekha Hum toh dil yeh haare Tere liye dil mein Dikhte hain taare Chakkar mein tere ji Reh gaye kunware Sawariya mera bawariya mera Dekho na aaya dhoom machane Woh taake jhaanke do pyari aankhein Dekho na aaya rang zamaane Dil ko jalne aaye Chakkar chalane aaye Aage badhegi kaise Tujhko manane aaye Dil lo hawa mein uda Aaye hain dekho zara Ve fukrey saare Aaye hain dekho zara Ve fukrey saare Chalti ka naam hai gaadi Gaadi ka naam faraara Baith tu paas mein mere Tujhko dikha doon main taara Warrant mera tu jaari kar gayi Kuchh toh kala kalakaari kar gayi Aise na tevar dikha Aaye hain dekho zara Ve fukrey saare Aaye hain dekho zara Ve fukrey saare
Song details
- Singer: Dev Negi
- Singer: Romy
- Singer: Asees Kaur
- Film / album: Fukrey 3
- Composer: Tanishk Bagchi
- Lyricist: Shabbir Ahmed
Song video
singer: Dev Negi, Romy, Asees Kaur
director: Mrighdeep Singh Lamba
cast: Pulkit Samrat, Varun Sharma, Manjot Singh, Richa Chadha, Pankaj Tripathi
choreography: Bosco Martis
director of photography: Amalendu Chaudhary
music label: Zee Music Company