Roman script

Kitni hasrat hai humein tumse dil lagane ki

Kitni hasrat hai humein tumse dil lagane ki

Paas aane ki tumhein zindagi mein laane ki

Main dil ki baat bhala kaise kahoon, kaise kahoon

Kitni hasrat hai humein tumse dil lagane ki

Paas aane ki tumhein zindagi mein laane ki

Jaane mann jaane ada ho tum

Meri dhadkan ki sada ho tum

Jaane mann jaane ada ho tum

Meri dhadkan ki sada ho tum

Meri saanson ki zaroorat ho

Dilruba jaane wafa ho tum

Main dil ki baat bhala kaise kahoon, kaise kahoon

Kitni hasrat hai humein tumse dil lagane ki

Paas aane ki tumhein zindagi mein laane ki

Kitni hasrat hai humein tumse dil lagane ki

Paas aane ki tumhein zindagi mein laane ki

Main dil ki baat bhala kaise kahoon, kaise kahoon

Kitni hasrat hai humein tumse dil lagane ki

Gul ki khushboo hai hawaon mein

Main chaloon pyaar ki raahon mein

Meri yaadon mein sadaon mein

Tum ho khwabon mein nigaahon mein

Hai yahi meri dua Rab se

Main rahoon teri panaahon mein

Main dil ki baat bhala kaise kahoon, kaise kahoon

Kitni hasrat hai humein tumse dil lagane ki

Paas aane ki tumhein zindagi mein laane ki

Main dil ki baat bhala kaise kahoon, kaise kahoon

हिंदी में गीत

कितनी हसरत है हमें तुमसे दिल लगाने की

कितनी हसरत है हमें तुमसे दिल लगाने की

पास आने की तुम्हें ज़िन्दगी में लाने की

मैं दिल कि बात भला कैसे कहूं कैसे कहूं

कितनी हसरत है हमें तुमसे दिल लगाने की

पास आने कि तुम्हें ज़िन्दगी में लाने की

जाने मन जाने अदा हो तुम

मेरी धड़कन की सदा हो तुम

जाने मन जाने अदा हो तुम

मेरी धड़कन की सदा हो तुम

मेरी साँसों की जरुरत हो

दिलरुबा जाने वफा हो तुम

मैं दिल कि बात भला कैसे कहूं कैसे कहूं

कितनी हसरत है हमें तुमसे दिल लगाने की

पास आने कि तुम्हें ज़िन्दगी में लाने की

कितनी हसरत है हमें तुमसे दिल लगाने की

पास आने की तुम्हें ज़िन्दगी में लाने की

मैं दिल कि बात भला कैसे कहूं कैसे कहूं

कितनी हसरत है हमें तुमसे दिल लगाने की

गुल की खुशबू है हवाओं में

मैं चलूँ प्यार कि राहों में

मेरी यादों में सदाओं में

तुम हो ख्वाबो में निगाहों में

है यही मेरी दुआ रब से

मैं रहूँ तेरी पनाहों में

मैं दिल कि बात भला कैसे कहूं कैसे कहूं

कितनी हसरत है हमें तुमसे दिल लगाने की

पास आने कि तुम्हें ज़िन्दगी में लाने की

मैं दिल कि बात भला कैसे कहूं कैसे कहूं

Explore this song