Roman script

Vakratunda mahakaaya

Suryakoti samaprabhaa

Nirvighnam kurumey deva

Sarvakaryeshu sarvada

Jai jai jai ganesha

Jai jai jai ganesha x(3)

Shatruon se na haare

Bhakt deva tumhare

Teri jyoti se

Raushan hai sara jahaan

Doobte ko kinaare

Milte hai tere dwaare

Teri marzi ke aage hai

Koyi kahaan

Teri jwala jale seene mein mere

Teri bhakti hai meri vijay ganesha

Jai jai jai ganesha

Jai jai jai ganesha x(5)

Devtaon ke nayak

Vinayak ho tum

Teenon loko ke swaami

Sahayak ho tum

Haan devtaon ke nayak

Vinayak ho tum

Teeno loko ke swaami

Sahayak ho tum

Sabse pehle tumhein

Poojta hai jagat

Riddhi siddhi ke deva

Pradayak ho tum

Kaal mutti main hai

Charnon mein tere

Na hi mrityu ka

Mujhko hai bhay ganesha

Jai jai jai ganesha

Jai jai jai ganesha x(5)

Mangal daayak hey gajnayak

Hey lambodar bandan

Hey gajkarmak siddhivinayak

Mere mahodar bandan

Hey vighneshvar hey pitambar

Shrishti kripa kar bandan

He prathmeshwar hey ekaakshar

Koti gadadhar bandan

Jai jai jai ganesha

Jai jai jai ganesha

Jai jai jai ganesha

Jai jai jai ganesha

Explore this song