Roman script
Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam haan khuda rakha hai
Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam haan khuda rakha hai
Dard ka naam dard ka naam dard ka naam
Dawa rakha hai dawa rakha hai
Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam haan khuda rakha hai
Teri aankhon mein rehke
Teri saanson mein behke
Teri ankhon mein rehke
Teri saanson mein behke
Zameen se aasama gale mile jahaan
Aao unn fijao mein chale
Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam haan khuda rakha hai
Teri liye to maine laakhon kiye hai sajde
Teri liye to maine laakhon kiye hai sajde
Khawabon ka tu jahaan jannat ki dastan
Subah teri zulfon mein khile
Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam haan khuda rakha hai
Dard ka naam dard ka naam dard ka naam
Dawa rakha hai dawa rakha hai
Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam haan khuda rakha hai
Pyaar ka naam haan khuda rakha hai
Explore this song