Roman script
Bulbula re bulbula mujhko baahon mein sula Bulbula re bulbula mujhko baahon mein sula Khoke meri aashiqui mein saari duniya ko bhula Bulbula re bulbula mujhko baahon mein sula Khoke meri aashiqui mein saari duniya ko bhula Bulbula re bulbula dilruba kahke bula Saathiya tere liye toh dil ka darwaza khula Bulbula re bulbula mujhko baahon mein sula Khoke meri aashiqui mein saari duniya ko bhula Manchali in vaadiyon mein khushbuye hai pyaar ki Kar de poori aaj saari khwahishein dildaar ki Kah rahe hain ye nazaare rut yahi deedaar ki Na rahegi ab adhoori arzoo mere yaar ki Bulbula re bulbula mujhko baahon mein sula Khoke meri aashiqui mein saari duniya ko bhula Bulbula re bulbula dilruba kahke bula Saathiya tere liye toh dil ka darwaza khula Gora gora roop tera kaale kaale baal hain Honth tere hain rasile phool jaise gaal hain Main deewani ho rahi hoon aur na taarif kar Badh rahi hai bekarari, daal na aisi nazar Bulbula re bulbula mujhko baahon mein sula Bulbula re bulbula mujhko baahon mein sula Khoke meri aashiqui mein saari duniya ko bhula Bulbula re bulbula mujhko baahon mein sula Khoke meri aashiqui mein saari duniya ko bhula Bulbula re bulbula dilruba kahke bula Saathiya tere liye toh dil ka darwaza khula"
हिंदी में गीत
बुलबुला रे बुलबुला मुझको बाहों में सुला बुलबुला रे बुलबुला मुझको बाहों में सुला खोके मेरी आशिक़ी में सारी दुनिया को भुला बुलबुला रे बुलबुला मुझको बाहों में सुला खोके मेरी आशिक़ी में सारी दुनिया को भुला बुलबुला रे बुलबुला दिलरुबा कह के बुला साथिया तेरे लिए तो दिल का दरवाज़ा खुला बुलबुला रे बुलबुला मुझको बाहों में सुला खोके मेरी आशिक़ी में सारी दुनिया को भुला मनचली इन वादियों में खुशबुए है प्यार की कर दे पूरी आज सारी ख्वाहिशे दिलदार की कह रहे है ये नज़ारे रुत यही दीदार की ना रहेगी अब अधूरी आरज़ू मेरे यार की बुलबुला रे बुलबुला मुझको बाहों में सुला खोके मेरी आशिक़ी में सारी दुनिया को भुला बुलबुला रे बुलबुला दिलरुबा कह के बुला साथिया तेरे लिए तो दिल का दरवाज़ा खुला गोरा गोरा रूप तेरा काले काले बाल है होठ तेरे है रसीले फूल जैसे गाल है मैं दीवानी हो रही हूँ और ना तारीफ़ कर बढ़ रही है बेकरारी डाल ना ऐसी नज़र बुलबुला रे बुलबुला मुझको बाहों में सुला बुलबुला रे बुलबुला मुझको बाहों में सुला खोके मेरी आशिक़ी में सारी दुनिया को भुला बुलबुला रे बुलबुला मुझको बाहों में सुला खोके मेरी आशिक़ी में सारी दुनिया को भुला बुलबुला रे बुलबुला दिलरुबा कह के बुला साथिया तेरे लिए तो दिल का दरवाज़ा खुला
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Aunty No. 1
- Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
- Lyricist: Sameer
Song video
singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
director: Kirti Kumar
cast: Govinda, Raveena Tandon, Kader Khan, Harish
music label: Venus