Roman script

Main nikla gaddi leke

Main nikla gaddi leke

Ho raste par ho sadak mein

Ek mod aaya

Main othe dil chhod aaya

Ho ek mod aaya

Main othe dil chhod aaya

Rab jaane kab ghuzra amritsar

Ho kab jaane lahore aaya

Main othe dil chhod aaya

Ek mod aaya

Main othe dil chhod aaya

Us mod pe woh mutiyaar mili

Ho us mod pe woh mutiyaar mili

Jatt yamla ppaagal ho gaya

Uski zulfon ki chhaon mein

Main bistar daal ke so gaya

Ho jab jaaga yeh bhaaga

Sab phatak sab signal

Main tod aaya

Main othe dil chhod aaya

Ho ek mod aaya

Main othe dil chhod aaya

Sharma ke woh yoon simat gayi

Sharma ke woh yoon simat gayi

Jaise woh neend se jaag gayi

Maine kaha gall sun oh kudiye

Woh dar ke peechhe bhaag gayi

Woh samjhi ghar uske

Chori se ho chupke se

Koyi chor aaya

Main othe dil chhod aaya

Ho ek mod aaya

Main othe dil chhod aaya

Ek mod aaya

Main othe dil chhod aaya

Ho ek mod aaya

Main othe dil chhod aaya

Heeriye!

Ek mod aaya

Main othe dil chhod aaya

Explore this song