Roman script
Inn aankhon ki masti ke Aahaa... Inn ankhon ki masti ke Mastane Hazaaron hain Mastaane hazaaron hain Inn aankho se vaabasta Inn aankho se vaabasta Afsaane hazaaron hain Afsaane hazaaron hain Inn aankhon ki masti ke Ek tum hi nahi tanha Aahaa... Ek tum hi nahi tanha Ulfat mein meri ruswaa Ulfat mein meri ruswaa Iss shahar mein tum jaise Iss shahar mein tum jaise Deewane hazaaron hain Deewane hazaaron hain Inn aankho ki masti ke Mastane hazaaron hain Inn aankhon ki masti ke aahaa... Ek sirf humi mai ko Ek sirf humi Ek sirf humi mai ko Aankhon se pilate hain Aankhon se pilate hain Kahne ko to duniyan mein Kahne ko to duniyan mein Mai khane hazaaron hain Mai khane hazaaron hain Inn aankhon ki masti ke Mastaane hazaaron hain Inn aankhon ki masti ke Is shamme-e-faroza ko Aahaa... Is shamme-e-faroza ko Aandhi se darate ho Aandhi se darate ho Is shamme-e-faroza ke Is shamme-e-faroza ke Parwane hazaaron hain Parwane hazaaron hain Inn aankhon se vaabasta Afsaane hazaaron hain Afsaane hazaaron hain Inn aankhon ki masti ke Mastaane hazaaron hai Mastaane hazaaron hai inn aankho se vaabasta
हिंदी में गीत
इन आँखों की मस्ती के आहा... इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं मस्ताने हज़ारों हैं इन आँखों से वाबस्ता इन आँखों से वाबस्ता अफ़साने हज़ारों हैं अफ़साने हज़ारों हैं इन आँखों की मस्ती के एक तुम ही नहीं तन्हा आहा... एक तुम ही नहीं तन्हा उल्फ़त में मेरी रुसवा उल्फ़त में मेरी रुसवा इस शहर में तुम जैसे इस शहर में तुम जैसे दीवाने हज़ारों हैं दीवाने हज़ारों हैं इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं इन आँखों की मस्ती के आहा... एक सिर्फ़ हमीं मैं को एक सिर्फ़ हमीं एक सिर्फ़ हमीं मैं को आँखों से पिलाते हैं आँखों से पिलाते हैं कहने को तो दुनियाँ में कहने को तो दुनियाँ में मैंख़ाने हज़ारों हैं मैंख़ाने हज़ारों हैं इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं इन आँखों की मस्ती के इस शम्म-ए-फ़रोज़ा को आहा... इस शम्म-ए-फ़रोज़ा को आंधी से डराते हो आंधी से डराते हो इस शम्म-ए-फ़रोज़ा के इस शम्म-ए-फ़रोज़ा के परवाने हज़ारों हैं परवाने हज़ारों हैं इन आँखों से वाबस्ता अफ़साने हज़ारों हैं अफ़साने हज़ारों हैं इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं मस्ताने हज़ारों हैं इन आँखों से वाबस्ता
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Umrao Jaan
- Composer: Khayyam
- Lyricist: Shahryar
Song video
director: Muzaffar Ali
cast: Rekha, Farooq Sheikh, Naseruddin Shah, Raj Babbar, Shaukat Kaifi, Bharat Bhushan, Satish Shah, Prema Narayan, Dina Pathak
music label: Saregama