Roman script

Jo bhi faisla hai tera
Woh mujhko bata de
Jo naseeb mein hai likha
Uss shakhs se mila de
Mila de mila de mila de
Main dua ke baad jab bhi
Aankhon ko kholun
Mere humnava ka mujhe
Chehra dikha de
Chehra dikha de
Phir se ek baar ujad jaate hain
Phir se ek baar ujad jaate hain
Chal tere ishq mein pad jaate hain
Chal tere ishq mein pad jaate hain
Phir se ek baar bikhar jaate hain
Phir se ek baar bikhar jaate hain
Chal tere ishq mein pad jaate hain
Haan chal tere ishq mein pad jaate hain
Mere dil ne diya jo tujhe martaba
Jaanu main ya toh phir jaane mera khuda
Mere dil ne diya jo tujhe martaba
Jaanu main ya toh phir jaane mera khuda
Teri oar sanam ab yeh mere kadam
Badhna chahte hain
Chal tere ishq mein pad jaate hain
Ho chal tere ishq mein pad jaate hain
Rabb ki marzi se
Tujhe dil de diya maine hai
Ab toh har din khaatir teri
Lage jeene hain
Rabb ki marzi se
Tujhe dil de diya maine hai
Ab toh har din khaatir teri
Lage jeene hain
Hum unmein se nahi jo raahon mein kahin
Hum unmein se nahi jo raahon mein kahin
Bichhad jaate hain
Chal tere ishq mein pad jaate hain
Ho chal tere ishq mein pad jaate hain
Chal tere ishq mein pad jaate hain
Chal tere ishq mein pad jaate hain
Chal tere ishq mein pad jaate hain
Chal tere ishq mein pad jaate hain

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Neeti Mohan, Vishal Mishra, Shehnaz Akhtar, Sahil Akhtar

director: Anil Sharma

cast: Sunny Deol, Ameesha Patel, Utkarsh Sharma, Manish Wadhwa

choreography: Shabina Khan

director of photography: Najeeb Khan

music label: Zee Music Company