Roman script
Haan.. Bin tere nahiyon guzaara mera Bas ik tuhiyon sahara mera Kagaz ki kashti mein behta raha Tujhpe aake kinaara mila Bin tere nahiyon guzaara mera Bas ik tuhiyon sahara mera Kehde to rakh doon main laakar ke dil Todne ko fir dubara mera Bezaan dil mein kuch harkat huyi Tum jo mile thodi barkat huyi Kaadhe si kadvi thi zindagi meri Jo lab se lagi tere sarbat huyi Bezaan dil mein kuch harkat huyi Tum jo mile thodi barkat huyi Kaadhe si kadvi thi zindagi meri Jo lab se lagi tere sarbat huyi hai Mohabbat hui hai humein Teri aadat hui hai humein Bas ik dafa jo tum bhar logi baahon mein Raahat milegi milegi humein Mohabbat hui teri aadat hui hai Tu shubah ki pehli ibaadat tu hi hai Hum shaukeen the marne ke har pal mein thoda Tu aaya to jeene ki chahat hui hai Chaht hui hai humein.. Raatein hai guzari hai kuch iss tarah Kuch iss tarah din guzaara mera Chanda mein dekha tha tujhko kabhi Tujhko hi maana sitaara mera Bin tere nahiyon guzaara mera Bas ik tuhiyon sahara mera Kagaz ki kashti mein behta raha Tujhpe hi aake kinaara mila Bin tere nahiyon guzaara mera Bas ik tuhiyon sahara mera Bin tere nahiyon guzaara mera Haan.. Tum agar neend ho toh main ek khwab hoon Tum agar ishq ho main gulaab hoon Tum agar chain ho to mai meethi saans ho Tum agar jo nahi to main khakh hoon Ik nazar jo dekh loon Bhar ke dil nazaara tera Phir tu meri lele jaan Le main saara ka saara tera Bin tere nahiyon guzaara mera Bas ik tuhiyon sahara mera Kagaz ki kashti mein behta raha Tujhpe hi aake kinaara mila Bin tere nahiyon guzaara mera Bas ik tuhiyon sahara mera Bin tere nahiyon guzaara mera
Song details
- Singer: Aditya Rikhari
- Composer: Aditya Rikhari
- Lyricist: Aditya Rikhari
Song video
director: Garry Vilkhu
cast: Akash Thapa, Somya Daundkar
director of photography: Mani Art
music label: Voila Digi Private Limited