Roman script
Hai tujhko kya fikar Mein kal raha ya nahi Mein aaj toh hoon tera Par mein kal raha ya nahi Manzil ki taraf apni Mein chal raha ya nahi Tere dil mein mujhko khone ka hai Dar raha ya nahi Mein sudhar raha ya nahi, mujhko bacha le Tere bina tu hi bata kaun mujhko sambhale Tere bina tu hi bata kisko dukhde sunaye Tere pe jo baat ho toh sabse aage hum aate Phir bhi maine dekha, kuchh toh kami reh gayi Mere haath mein kalam, aankhon mein nami reh gayi Hum ghanto bethe sunte rahe, teri aarzoo Par tere jaane ke baad se, hum toh hum hi hain nahi Ab toh gham hi har ghadi mein kaash samay rok pata Tu apne man ki baatein kaash mujhse bol pata Shayad meri hi thi galti khudko roz daanta Ek hi sawaal is deemaag mein ab roz aata Hai tujhko kya fikar Mein kal raha ya nahi Mein aaj toh hoon tera Par mein kal raha ya nahi Manzil ki taraf apni Mein chal raha ya nahi Tere dil mein mujhko khone ka hai Dar raha ya nahi Naa khudse koi aas na hi aarzoo Sab jeet ke bhi haar mili kya kahu? Hai tujhko kya fikar hum jee rahe ya mar rahe Main aaj hun mai kal rahu ya na rahu Bata rahe the dost ke dekha tera post Ab naya koi dikhta teri story'on mein roj Tu pehle se jyada sundar pehle se kam khush Woh rehta paas tere par na mujhse jyada close I heard wo ** feet nahi Tu heels bhi nahi pehan sakti uske saath I heard tu already dhundh rahi Ke kaun tere saath hoga uske baad Tu mujhe gairon ki mehfi mein bewafa bata raha Kari wafa is baat ka gawah khuda raha Toota sau dafa ye dil tukde tujhko the diye Sambhaal legi tu tune sapne the diye Khair, wo mujhse jyada tujhko kar raha ya nahi Tere liye wo duniya se ladd raha ya nahi Cz' main lad raha tha sabse hui kaafi behas Wo bole you deserve better main bola you're the best Ab main hasta hu us baat pe main hasta hu on you're text Maana tha tujhko rab you treated me like guest Ab jo bhi hoga next I hope ho perfect match I hope tu rahe khush cz' mujhko hai fikar
Song details
Song video
singer: Parv, Karma
director: Utkarsh (HW)
music label: HH12