Roman script
Raaton ki tanhaiyan Aankhon mein aane na doon Kaise dekh kar tumhein Dil ko dil lagane na doon Raaton ki tanhaiyan Aankhon mein aane na doon Kaise dekh kar tumhein Dil ko dil lagane na doon Jaane ka man banaye huye Jaane ka man banaye huye Ho kaise tumhein main jaane na doon Raaton ki tanhaiyan Soch kar tumhein sochte rahe Yaadon ko phir nochte rahe Kharonchte rahe sabhi Zakhmon ko phir raat bhar Raat bhar se phir sochte rahe Aisa so jaaun kabhi Kisi ko phir jagaane na doon Aisa so jaaun kabhi Kisi ko phir jagaane na doon Khwabon mein hi to ho mile Khwabon mein hi to ho mile Main kaise neend aane na doon Raaton ki tanhaiyan
हिंदी में गीत
रातों की तनहाईयाँ आँखों में आने ना दूँ कैसे देख कर तुम्हें दिल को दिल लगाने ना दूँ रातों की तनहाईयाँ आँखों में आने ना दूँ कैसे देख कर तुम्हें दिल को दिल लगाने ना दूँ जाने का मन बनाए हुए जाने का मन बनाए हुए हो कैसे तुम्हें मैं जाने ना दूँ रातों की तनहाईयाँ सोच कर तुम्हें सोचते रहे यादों को फिर नोचते रहे खरोंछते रहे सभी ज़ख़्मों को फिर रात भर रात भर से फिर सोचते रहे ऐसा सो जाउँ कभी किसी को फिर जगाने ना दूँ ऐसा सो जाउँ कभी किसी को फिर जगाने ना दूँ ख्वाबों में ही तो हो मिले ख्वाबों में ही तो हो मिले मैं कैसे नींद आने ना दूँ रातों की तनहाईयाँ
Song details
- Singer: Aditya Rikhari
- Composer: Aditya Rikhari
- Lyricist: Aditya Rikhari
director: Sanjna Krishnan, Rohan Shetty
cast: Aditya Rikhari, Amishi Kaushik