Roman script
Khusrau bechara kehta hai haye Aashiq-e-sadiq tera hoon kya karoon Badshah e naaz hai mera hareef Aur main maskeen-e-gada hoon kya karoon Kya karoon? Husn pe tere fida hoon kya karoon Ishq mein dooba hua hoon kya karoon Dar pe tere main khada hoon kya karoon Dard main dooba hua hoon kya karoon Ho husn pe tere fida hoon kya karoon Ishq mein dooba hua hoon kya karoon Ishq pe tere to hoon naazaan magar Ek faqir-e-benava hoon kya karoon Badshah-e-naaz hai mera hareef Aur main maskeen-e-gada hoon kya karoon Khusrau bechara kehta hai Khusrau bechara kehta hai haye Aashiq-e-sadiq tera hoon kya karoon Ho husn pe tere fida hoon kya karoon Dard main dooba hua hoon kya karoon Hai kya kisi se kaam tujhe dekhne ke baad Hai kya kisi se kaam tujhe dekhne ke baad Sab ko mera salam tujhe dekhne ke baad Aye husn-e-yaar tu meri himmat ko dadd de Aankhon ko shee liya tujhe dekhne ke badh Husn pe tere fida hoon kya karoon Ho ishq mein dooba hua hoon kya karoon
Song details
Song video
cast: Ksenia Gerasimova
director of photography: Abubakar Saddique