Roman script
Tum jo mile toh hai zindagi ko Koyi kinara mil gaya Oh dil dhoondhta tha bas ek qatra Dariya hi saara mil gaya Tujhse milke hua mere dil ko yaqeen Koyi bhi tujhse jyada zaroori nahi Tere bin meri duniya thi poori nahi Teri khwahish mein aawara jhoome re jiya Dilon ki yeh doriyan Rab ne hai jodiyan Oh re piya tere sang behta Jaaun re, jaaun re Dilon ki yeh doriyan Rab ne hai jodiyan Oh re piya tera hoon Ye kehta jaaun re Aa.. Oh nimo re Mujhko bulaye paas laaye Ishare tere Duniya kiya hai bin bataaye Hawale tere Tujhpe hai hariyan Jag main to saareyan Hoga tujh bin ab sajna Jeena nahi Tujhse milke hua mere dil ko yaqeen Koyi bhi tujhse jyada zaroori nahi Tere bin meri duniya thi puri nahi Teri khwahish mein aawara jhoome re jiya Dilon ki yeh doriyan Rab ne hai jodiyan Oh re piya tere sang behta Jaaun re, jaaun re Dilon ki yeh doriya Rab ne hai jodiyan Oh re piya tera hoon Ye kehta jaaun re Tu sajna ko daras dikh Mere nain gaye hai taras dikha Ek baar tu mujhpe baras dikh Mere nain gaye hai taras dikha Mere paas jo hai tera Kuch bhi nahi hai mera Tujhse hai mera yeh jahan Dilon ki ye doriyan Rab ne hai jodiyan Oh re piya tere sang behta Jaaun re, jaaun re
Song details
- Singer: Vishal Mishra
- Singer: Zahrah Khan
- Singer: Romy
- Film / album: Bawaal
- Composer: Tanishk Bagchi
- Lyricist: Arafat Mehmood
Song video
singer: Vishal Mishra, Zahrah Khan, Romy
director: Nitesh Tiwari
cast: Varun Dhawan, Janhvi Kapoor