Roman script

Tujhko dekha to bas dekhte hi

Aitbaar ho gaya

Umr bhar ke liye dil yeh mera

Bekaraar ho gaya

Ho mujhpe teri mohabbat

Ka ilzam hai

Dil ki dhadkan mein shamil

Tera naam hai

Jee raha hoon main tere sahare

Leke aayi jo khushbu tumhari

Hawa se mujhe pyaar ho gaya

Ho maine dekha jo mukhda tumhara

Khuda ka deedar ho gaya

Khuda ka deedar ho gaya

Khuda ka deedar ho gaya

Leke aayi jo khushboo tumhari

Hawa se mujhe pyaar ho gaya

Yaadon mein tu meri saanson mein tu

Ek pal ab tere bin nahi

Seene mein tu meri dhadkan mein tu

Bin tere jeena mumkin nahi

Mere khwaabon khayalon mein

Bas tu hi tu

Tu mere darmiyan tu mere shar su

Har taraf tu hi tu hi har jagah

Tu mere dil mein

Tu mere din raat mein

Aise lamhaat mein

Aise halaat mein

Zindagi koyi kaise guzaare

Teer nikla jo teri nazar ka

Jigar ke aar paar ho gaya

Leke aayi jo khushboo tumhari

Hawa se mujhe pyaar ho gaya

Hawa se mujhe pyaar ho gaya

Hawa se mujhe pyaar ho gaya

Maine dekha jo mukhda tumhara

Khuda ka deedar ho gaya

Khuda ka deedar ho gaya

Khuda ka deedar ho gaya

हिंदी में गीत

तुझको देखा तो बस देखते ही

ऐतबार हो गया

उम्र भर के लिए दिल ये मेरा

बेकरार हो गया

हो मुझपे तेरी मोहब्बत

का इल्ज़ाम है

दिल की धड़कन में शामिल

तेरा नाम है

जी रहा हूँ मैं तेरे सहारे

लेके आई जो खुशबू तुम्हारी

हवा से मुझे प्यार हो गया

हो मैने देखा जो मुखड़ा तुम्हारा

खुदा का दीदार हो गया

खुदा का दीदार हो गया

खुदा का दीदार हो गया

लेके आई जो खुशबू तुम्हारी

हवा से मुझे प्यार हो गया

यादों में तू मेरी साँसों में तू

एक पल अब तेरे बिन नही

सीने में तू मेरी धड़कन में तू

बिन तेरे जीना मुमकिन नही

मेरे ख्वाबों ख़यालों में

बस तू ही तू

तू मेरे दरमियाँ तू मेरे शार सू

हर तरफ तू ही तू ही हर जगह

तू मेरे दिल में

तू मेरे दिन रात में

ऐसे लम्हात में

ऐसे हालात में

ज़िंदगी कोई कैसे गुज़ारे

तीर निकला जो तेरी नज़र का

जिगर के आर पार हो गया

लेके आई जो खुशबू तुम्हारी

हवा से मुझे प्यार हो गया

हवा से मुझे प्यार हो गया

हवा से मुझे प्यार हो गया

मैने देखा जो मुखड़ा तुम्हारा

खुदा का दीदार हो गया

खुदा का दीदार हो गया

खुदा का दीदार हो गया

Explore this song