Roman script

Tere aane pe jaane kyun

Meri duniya thehar jaaye

Tu jaaye to jaane kyun

Tera chehra nazar aaye

Har subah ghar se niklu

Kisi aur jagah jaane ko

Par main le leta hoon

Jo tere ghar jaaye

Main bheegna chahta hoon

Tere pyaar ki barsaaton mein

Kahin beet na jaaye saavan

Isi guzarish mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Dil, dil nahi raha mera

Teri chahat mein

Dil, dil nahi raha mera

Teri chahat mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Taare dhoondha karta hoon

Bhari barsaaton mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Pehli baarish mein

Tere lab se boondein jo takraye

Teri zulfon se jo chhalak jaaye

Paani mein aag hi lag jaaye

Is bheegi raat mein

Ismein meri koyi ghalti nahi

Kabhi chalti hai kabhi chalti nahi

Dhadkan yeh meri sambhalti nahi

Jab tu ho sath mein

Aankhein na kholun is dar se

Tera khwaab toot na jaaye

Kya haal kar diya mera

Teri khwahish ne

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Deewana deewana deewana

Chahat mein teri main deewana

Ho deewana deewana deewana

Chahat mein teri main deewana

Hothon ki yeh narmiyan

Saawan ki yeh bijliyan

Aankhon mein khone do

Hoti hain hone do

Thodi haseen ghaltiyan

Baadal aaj baras ja

Meri sifarish mein

Aye baadal aaj baras ja

Meri sifarish mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Dil, dil nahi raha mera

Teri chahat mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Taare dhoondha karta hoon

Bhari barsaaton mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

Main ho gaya hoon deewana

Pehli baarish mein

हिंदी में गीत

तेरे आने पे जाने क्यूँ

मेरी दुनिया ठहर जाए

तू जाए तो जाने क्यूँ

तेरा चेहरा नज़र आए

हर सुबह घर से निकलु

किसी और जगह जाने को

पर मैं ले लेता हूँ

जो तेरे घर जाए

मैं भीगना चाहता हूँ

तेरे प्यार की बरसातों में

कहीं बीत ना जाए सावन

इसी गुज़ारिश में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

दिल, दिल नही रहा मेरा

तेरी चाहत में

दिल, दिल नही रहा मेरा

तेरी चाहत में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

तारे ढूँढा करता हूँ

भारी बरसातों में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

पहली बारिश में

तेरे लब से बूँदें जो टकराए

तेरी ज़ुल्फ़ो से जो छलक जाए

पानी में आग ही लग जाए

इस भीगी रात में

इसमें मेरी कोई ग़लती नही

कभी चलती है कभी चलती नही

धड़कन ये मेरी संभालती नही

जब तू हो साथ में

आँखें ना खोलूं इस दर से

तेरा ख्वाब टूट ना जाए

क्या हाल कर दिया मेरा

तेरी ख्वाहिश ने

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

दीवाना दीवाना दीवाना

चाहत में तेरी मैं दीवाना

हो दीवाना दीवाना दीवाना

चाहत में तेरी मैं दीवाना

होठों की ये नर्मियाँ

सावन की ये बिजलियाँ

आँखों में खोने दो

होती हैं होने दो

थोड़ी हसीन ग़लतियाँ

बादल आज बरस जा

मेरी सिफारिश में

आए बादल आज बरस जा

मेरी सिफारिश में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

दिल, दिल नही रहा मेरा

तेरी चाहत में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

तारे ढूँढा करता हूँ

भारी बरसातों में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

मैं हो गया हूँ दीवाना

पहली बारिश में

Explore this song