Roman script
Haan! Gale mein nakli gehna nahi Designer kapde pehna nahi (nahi!) I-h-h adhura jab tak naam aata mera nahi Gaane sabke aate lekin aata har ek mahina nahi (chal eh!) Unity bolke jalte aise unity mein rehna nahi Dhh, ihh kaha hai hip hop Main o-g, god ka bheja paigam Bheje pe kaam main rehta hun calm Main seedhe maut deta tabhi to ye lete nahi naam Haram se main dur, dur mujh se rehta shaitan Fu*k party fu*k social merko bohot saare kaam Mention ye karte meri burai karne Stage ho ya t-v show Ghar pe baithe baithe bantai stealing show Silly soch Sher se bhidne aa rahe hain ye billi log Mili bohot fame har ek video milli' milli' bro Ye life nhi mili banaya kamaya milli' bro Mili ye mili vo mili mili mili bohot mili Lekin jo mili jaise beat ko ye flow mili Oh really ho reli inki hype jab bhi dere orally Fans mange bantai we need more release Kaun really kara asal grind public yahan pe so reli Kaun hai best mc emiway, divine, purana naezy Baaki meri ginti mein nhi ungli karte daily Wrap karke parcel karu le aao jumbo theli Nakli ice ko asli kehete nakli lil' babies (young mula baby!) Lil' wayne main scene ka Tum karo to thik, main karu to ashleelta Pyaar diya terko maafi mangne tune call kiya Saanp hai tu sharma ji ke show pe jaake dhas diya Baksh diya lekin main bhulta nahi Bollywood actors ke niche bantai jhulta nhi Beta waha latak idhar mat bhatak Warna bantai dega shot sidha utha patak (chal be!) Khujara khujara khujara khujara Ghachkaran hai be tu iske liye main khujara Khud pehle aaya tha khujane Ab ki baar bachkane aana nhi dubara Khujara khujara khujara khujara Ghachkaran hai tu iske liye main khujara Khud pehle aaya tha khujane Abki baar bachkane aana nhi dubara "Mera jaadu wapas aa gaya Kam akal ke, ghachkaran ke [?] Fungus hai tu jadu Terko maalum hai na sandaas hai tu jaadu Eh jaadu!" Koi pyar dega toh pyar dena wapas seekh Chahiye beef toh le ye seekh kabab Ye rubab bantai log ko dena nahi Sab baithele yahan nawab Fir se aade karenga to dhang se dunga jawab (chal!) "You, you, you, you" karke koi stage has raha tha, bhai Kaun hai dekh bantai, zara usko bhi kulfa karao Bad boy bhi mere samne bante good boy bete "You you you you you you" Naam lene inki gand fate Band kar de ye shanpati Samjha kya ishara Is baar teri jaan bachi Aana nahi dubara Akele hi main sab pe padra bhari Puri industry khilaf bantai jirela hai hip-hop Akele hi main sab pe padra bhari Puri industry khilaf bantai jirela hai hip-hop Akele hi main (solo) sab pe padra bhari (sab pe) Puri industry khilaf bantai jirela hai hip-hop Jab main bolo hip toh tum bolo hop Bolo hip hop hip hop Jab main bolo hip toh tum bolo hop Bolo hip hop hip hop Saare rapper ek taraf or main ek taraf B-k-p hai one side baaki nalle har taraf Main vo talab jo lage to chhute na Bhidega mere se milega futega Khelega mere se girega mitega Kabhi nahi uthega ghutega saans Par flow nahi chhodega Pirate hai bhai tera ghusega lutega Dunga main laat nishana nahi chutenga Dunga main haath toh kaan mein mutenga Jaan nahi chhutenga kyunki main piche nhi hata Ullu ka patha khayenga patta Kyunki ye mard nahi gale mein patta bandela Dunga main peace? Main nahi mandela Har bari bantai jab aata toh pela Main aake pela, beat bhi nhi mila toh jau a capella Tu aake pehla kya hi ukhada Main aakhir mein aake bhi bethela phela Chhati hai fhela Bantai ko roko na kuch toh bhi karo na Matlab nahi main pure duniya main faila Chahiye tujhe beta success toh dil jo bole beta wo kar Kisi ne kabhi nahi karela life meim lala jake tu ab vo kar Tu hai joker agar duniya ko khush rakhe Jerela khud hi ko kho kar khaya thokar Toh bhidna seekh mushkil se aage bad wapas se rokar Main tha local par Duniya bhar faila main har jagha phocha ye vocal Baap bola jo dega kimat teri jitna mange tu wahin pe show kar Zindagi jee le be do pal Mere gaane baje beta global Har jagah dikhunga famous hun Kya karu takeover kar dala social Toxic shit fans hai inke Moshpit shit b-k-p meri Fans hai kehte diss karo Jo baja ruko mat bantai drop this shit Copy sirf karna jaane Mere bare bura bole wapas sirf milega shot Ye trend mein legacy emiway bajega yahan pe sirf Akele hi main sab pe padra bhari Puri industry khilaf bantai jirela hai hip-hop Akele hi main sab pe padra bhari Puri industry khilaf bantai jirela hai hip-hop Akele hi main (solo) sab pe padra bhari (sab pe) Puri industry khilaf bantai jirela hai hip-hop Jitne baar maange utne baar bharke dunga bars Mehenga car sabse jyada subs I'm here to set the bar Baaki bahar mere ginti ke khudpe – dependent nahi Mehengi car asli pendent par ye independent nahi Sabse jyada track sab se jyada views you bastards Ye flex kare steams pe they don’t own masted Ab pass karna bhi chhod diya kya lenge mujh se smoke (kya lega?) Sweetie tweety hai ye rapper sirf twitter par kare poke Lyrically emi-numb kar dega sab bachkane ko Itna kamiyab bana kaise ye hai god's plan Emiway na equally to any emcee Chukta nahi main kabhi nishana main slim I need more stan Haan insta' in bachkano ko galat cheeze sikha raha Prove kara galat inhe jaise beta main ecg sudarshan Inke dil mai khot bata dun jaise e-c-g detection Saare rapper mein dikhta hai mujhe mera hi reflection Jo reaction channel karte rehte breakdown Dhekhta hun kaun yahan o-g aur kon yahan fake clown (kaun hai?) Bantai kara protest, kaun best? Diya 3 strick gane mai aaj rapper hore take down Technical or lyrical ki baat to ye playground Ye life meri maange jaise dost ki gadi ek round Kaun meri aed bhagara sab cheeze main dekh ra hun Born fire main thande rapper'on ko sek raha hu Kharidne ko nalle ye le payenge views Ye le payenge followers, ye le payenge streams Ye le payenge subs, ye le payenge tweets Jo mere pass hai never you can’t buy the streets (haan!) Karun inhe khatam Main toh karu inhe bhasam Main toh karu bhi na prove Bola toda maine kasam Main toh kill karun shot deta Saare saale kelly Mujh se seekhele Fir bhi ye gaali dere khali peeli Taki mile thode views Zindagi mein confuse Inhe pata bhi nahi kaise karein khud se produce Saare rights mere pass 100 percent revenue Parachute bana khud ka Tu dependent kutta Ye saal mera har saal mera bohot Stamina phenomenal dominant Main bana celebrity pehle tha main common man Meri zindagi ko jeene laga moment mein Jaw strong mere jaise main hu doberman Bolo bhai miya bhai Kyunki momedian mein mohammad main Pyaar dedo comment mein Dala kitne toh rapper'on ko problem mein Problem hai mere se toh problem end Introduction malum hai na kon hu main Akele hi main sab pe padra bhari Puri industry khilaf bantai jirela hai hip-hop Akele hi main sab pe padra bhari Puri industry khilaf bantai jirela hai hip-hop Akele hi main (solo) sab pe padra bhari (sab pe) Puri industry khilaf bantai jirela Ab ye bolenge album aari hai Toh hype lene is ne diss kara Sab ka badla lete bantai aaj Tak kuch nahi miss kara (kabhi nahi!) Vo kare to chamatkar Hum karein to kya album bana raha tha Isliye kuch nhi kar ra tha (shhh!) Main kuch nhi kara tha Kaiko ungli karne ka (kaiko?) Pyar dene hota nhi to hate nhi karne ka Kisi ki bhi burai karke pet nahi bharne ka Diss karna chhodu jab ye chhode ungli karne ka (haq se!) Day one se apna kis se na levan devan Jevan kiye bina na jane deti maa ghar se bahar (gharelu shot!) Mumbai sheher mera naam sunte log jate dar ke bhag Dar ke bhagega to dhekega to sirf marte khwaab Bharte ghav waqt ke saath sirf aage badte jao (chal! Chal! Chal!) Jaise local bus mera vocal das-bees Millions ko inspire (inspire kare!) Ye log ke gaane se kya seekhe Ye log gaane mein sirf show shine kare nakli Dekh idhar kaun asli, Ghume kitne basti, shooters tode pasli Teri item dekh ke hasdi dikhawa jabardasti Haan ungli karte merko bar bar in ke gand mein bhot masti Pura rap game kabze mein karela hu kabse main Independent bana kyunki jeena nahi tha bakse mein Mere jaisa koi nhi aaj bolta hu haq se main King of indian hip-hop pohoncha nahi yahan tak luck se main
Song details
- Singer: Emiway
- Composer: Babz beats
- Lyricist: Emiway
Song video
director: Emiway Bantai