Roman script
Tu hai baarish ki subah Hai khwaabon ki wajah oh jaaniya Ho tu hai raaton ki dhuan Farishton ki dua oh jaaniya Geele geele pathreele in raaston mein Baarish mein kahaniyon mein hai zindagi Chhoti chhoti baaton se bahaano se hi Deewano ke fasaano se hi hai zindagi Oh jaaniya oh jaaniya oh jaaniya Alag se oh jaaniya oh jaaniya oh jaaniya Rang mehal hi raani tum ho Nain tumhein jabse dekhe Dil yeh mera bawla sa hua hua Chand raat roohani tum ho Sanjh dhale tumse milne Suraj bhi kuch saanwla sa hua hua Tu hai baarish ki subah Hai khwaabon ki wajah oh jaaniya Ho tu hai raaton ki dhuan Farishton ki dua oh jaaniya Geele geele pathreele in raaston mein Baarish mein kahaniyon mein hai zindagi Chhoti chhoti baaton se bahaano se hi Deewano ke fasaano se hi hai zindagi Oh jaaniya oh jaaniya oh jaaniya Alag se oh jaaniya oh jaaniya oh jaaniya Movin' like you tell me That you never realy need to know Tell me that you gone understand And try to show Tell me that you goin' be my side You walk around me you walk around me Tell me that you we acting like a Like sea side in sort of movie scene Tell me is now better than the wild scenery All the places where you need me You walk around me you walk around me Oh jaaniya oh jaaniya oh jaaniya Alag se oh jaaniya oh jaaniya oh jaaniya
Song details
Song video
director: Ritesh Varma, Aniruddha Khanwilkar
cast: Leena Lal
director of photography: Nachiket Pangare
music label: Zee Music Company